Scalping main kitny pips target hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping main kitny pips target hota hai?
    Dosto scalping agar karni ho to us main stop loss aur take profit kitny pips ka hota hai. Kiya stop loss aur take profit same pips k targets par set kiey jaaty hain ya different targets hoty hain pips ka hawaly sy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Dosto scalping agar karni ho to us main stop loss aur take profit kitny pips ka hota hai. Kiya stop loss aur take profit same pips k targets par set kiey jaaty hain ya different targets hoty hain pips ka hawaly sy?
    Bhai stop loss aur take profit kabhi bhi aik target par set nahi kia ja sakta q k stop loss ap k order open karny sy minimum 10 pips down set hota hy aur take profit aap jitny marzi profit par laga sakty hain
    • #3 Collapse

      Dear brother scalping hamesha thori pips per ki jati hai aur iss mein taqreeban hum 15 se 20 pips ka target rakhtay hain aur iss mein hum stop loss aur take profit nahin lagatay balkay yeh trading hum market mein reh kar kartay hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear brother scalping mein pips ka koi target nahin rakha jata balkay yeh tou trader per aur uss ki skills per depend karta hai kay woh kis hisab se scalping karta hai kuch traders 10 pipsmki kartay hain kuch 15 pips ki aur kuch iss se bhi zayada her aik apnay experience kay hisab se scalping karta hai

        اب آن لائن

        Working...
        X