forex mai slowly and patience ky saath chalna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai slowly and patience ky saath chalna
    dear members her newbie ye samjhata hy ky wo forex ma enter hoty he jo bary bary khuwab deeky hy poorey ker laga jabky khuwab un ky poory hoty hy jo slow slow and sabar ky saath ais business maien chaltey haien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Slow chalna bhee aik lehaaz sy theek ha k aap ko decision-making main asaani hoti ha aur saath saath aap koi faisla jald baazi ma nhe karty to ghlti k chances bhee km ho jaaty hain.
    Lekin agar aap ke planning aur strategy achi ho to phir aap beshak slow kaam na bhee karo to result aapko acha milta hai. Kun k aap ko pata hota ha k aap kiya kar rahy ho.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
      dear members her newbie ye samjhata hy ky wo forex ma enter hoty he jo bary bary khuwab deeky hy poorey ker laga jabky khuwab un ky poory hoty hy jo slow slow and sabar ky saath ais business maien chaltey haien
      Bhai aap bilkul theak keh rahay hain k aap k jitny choty khuaab hon gy itny hi ziada aap success hasil kar sakain gu aur easyli agar aap aik sath big acheavment ki sochain gy to aisa bilkul mimkin nahi hh aisa karny sy aao apna account wash karwa baithain gy
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat theak bay patience bahut zaroriii hay forex trading emein forex trading mein wohiii successful ho sakty hain jo patience ka daman pakry rehty hain patience k baghair ap forex trading mein successful nai ho sakty.... New members pehly forex trading seekhen us k bad trading start karen patience sy kam len
        • #5 Collapse

          bohat sey logon ki soch ye hoti hay kay forex join kartay he kehtay hain kay jo dreams dekhay wo sab aik saath jaldi sey puray hojaen jaldbaazi mei sirf loss hota hay kyun kay forex mei tou kamyabi kay liye proper learning aur skills chaiye hoti hain so kamyabi aur dreams sirf unn logon kay puray hotay hain jo log slowly and patience kay saath kaam kartay hain
          • #6 Collapse

            jee bhaia ap ne thek kaha aksar new bhai forex per aty hai posting strt krte hai to smjhty hai jald hi hmary khuwab posry hojaye gy jb k aesa nai hota business main hamesha slowly slowly grow up hota hai insan ek hi jhatky main ameer nai hojata bht time lgta hai arsa lgta hai khuwab pory hony main jb tk hm forex per time nai de gy or lalach dil sy nai nikaly gy tb tk succes nai hogy q k jo lalach hoti hai insan k dil main wo bht buri chez hoti hai lalach na kre aesa smjhain ye hmara business hai or isk about knowledge cmplt honi chahiye or sabar sy kre sb
            • #7 Collapse

              Agr ap log forex main kamyabi chaty hain to simply auk kam krain ap ko main granty doun ga k ap log kamyab ho jao gy wo hy k knowledge k sath sath ap log lalach na krain sabar sy apna kam krain ao ko koi msla ni ho ga ap log apny khwb hasil kr sgty ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Thek kaha ap nay forex trading ho ya koi aur work ho slow slow samjh k agt agay chalin gay to faida ho ga business main. Aksar hota yeh ha hmaray sath hum nay forex say onchay onchay khawab daikhay hotay hain aur jald nazi main bghair analysis k bri bri lots lga detay hain jo aksar loss pay end hoti hain lehaza hmain chaheay k slow slow forex trading ko samjh k ic pay kaam krain aur start main small earning pay guzara krain.

                اب آن لائن

                Working...
                X