Forex main aik pair per trading na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main aik pair per trading na karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aap ne theek kaha hai humain aik hi pair per trading nahin karni chahyea balkay humain different pairs ko try karna chahyea iss tarah humain different markets ka experience ho ga aur humara knowledge bhi barhay ga
    • #3 Collapse

      Forex mein aik pair per teading karnay se aap ko market ka zayada pata nahin chalta aur agar aap ne market ki movement ko achay se samjhna hai tou aap different pairs mein trading kya karain iss tarah aap tamam currencies ki movement ko samjh jayain gay
      • #4 Collapse

        Heding strategy par jo log kaam karty hain un k liey to aik pair kaam karna he best hota hai. Aur us strategy par 1 pair par he kaam hota hai. Lekin wesy aap ko kam sy kam 3 ya 4 pairs ka pata hona chahey aur us par trades lagani chahey. Ta kay 1 pair par aapko loss ho to dosra pair aapko faida dy jaay. Aur es main aapke profit loss ratio sahee ho to aap overall profit main hee rehty ho.
        • #5 Collapse

          Janab ma apki bat sy agree kron ga forex trading ma hen multiple pairs aor multiple strategic planning py work krna chye apko aik he oair kafi bore bhi kr skta hai apko major pairs ky elawa baki pairs py bhi trading kr ky azmana chye aor unko bhi trading kr ky profit avail krna chue forex trading ma knowledge aor experience ko waste na kren use kren
          • #6 Collapse

            Forex trading may appear as per RBI training kar sakte hain Kyunki ab Je Ne sais Pas trading karte hain aapko Itna Jyada fayda hota hai aur aap itne Jyada exercise ki taraf badhte Hai Chale Jate Hain ISI vajah se Agra Forex trading main page par kaam karna chahte hai Tujhe Bhi bahut achi baat Hoti Hai Agar aur Jyada kaam karna chahte hain Toh Yeh Bhi Badi achi baat hai
            • #7 Collapse

              merey khyal say aik pair par trading karna bahtar hai har newbie kay lea kyon kay is say ap ko kam tension hoti hai or us pair ka behavior samjhnay main asani hoti hai or zeyda chances hotay hain kay hum achay say earn kar sakain.
              • #8 Collapse

                ap ki sharing achi h aksar traders ek hi pairs pr trde krtey h lakin un ku chhye kay wo forex trading me different pair ku bhee lazmi use kya krey ta kay un ku pata chal jye kay wo pairs un kay faida mand hu ga ya nhi
                • #9 Collapse

                  Dear frend aik achy treader ki ye khubi bai k wo aik pair py treading na kary bilky wo sab ka experions hasil kary kun k jab ap ka sary pair ka experions ho ga to ap zayada achy sy work kar saky gy or ap ko pata ho ga k kis pair py kam karny sy ap ko profit hai or kis py loss .loss to kisi py b nai hota bus ye hmara masla hota hai k hm kisi pair mai achy sy treading kar sakty hai or kisi py itne achy sy nai kar sakty.
                  • #10 Collapse

                    dear friends, forex main bahut saray pairs hain aur traders apni marzi say ksi bi pair pa trading kar saktay hain...but kuch traders sirf aur sirf ek hi pair pa trading karti hay aur jab us pair pa signaln nai milta to woh trading nai karay....un ko chaheay k zayada pairs ko analys keya karian ta k ek pa signal na milay to ksi aur pair pa trading kar sakain.
                    • #11 Collapse

                      Assalam o alikum dear friend ap ny bhot achi bat shear ki hy me ap ki bat sy itfaq karta hon. apny bilkul ttek kha hy k ek he pair pe trading nhe karni chahye q k har pair apni apni limet me uper or nechy ko jata rahta hy.
                      • #12 Collapse

                        slaam to all forum members...main na shrow main iyk copy trade ke thi insta ta top trader tha wo rany day out name tha us ka us ke iyk cheez jo muga boht strange lagi wo sirf GBPUSD par trades lagta tha us ka ilwa 30 dono tak main na usa koi ur trading lagta howa nahi dekha agr app kisi iyk pair par bhe kam krta ho tu koi harj nahi app ko us ka boht acha sa idea ho jata ha lakin hum jisa trader koi multi pair par he kaam krna chye...
                        • #13 Collapse

                          forex trading main trading karny k liye hmari khud ki apni marzi nahi hoti hai k hum apni marzi se pairs ko select kar k trading karty rhae es liye hmain market ko follow karna hota hai market main jo currncy pair show ho trend k liye os main tading ki jati hai bus hmain khud ko es qabil bna lena chhaye k har pair main achi trading kar saken
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G haan mera bhi yahe khayal ha aik pair pay trading krna thek nai us main ap k pas option nai hota. Misaal k tor pay ap nay gold aur oil pay trade lgai hue hain to agr dono trades main apko profit na hua to aik main to kam az kam hp ga he. Agr aik pair pay bri lot lga di aur wo loss main chali gae to apka account wash bhi ho skta ha so small lot agr separate separate pair pay lgai jaye to ziyada behtar ho gi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X