Account bann nahin hona chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account bann nahin hona chahyea
    Mere management se request hai kay unhain kisi ka account kisi mistakes ki wajah sebann nahin karna chahyea balkay ussay warning generate karni chahyea kyun kay aksar mistakes internet ki wajah se bhi ho jati hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother ap ki bat mai wazan hai account banne nahi hona chaya agr mistakle koi kahlti ho jaya tu warning milni chaya aksar asa hota hai net down ho jata hai or samaj nahi ati post ya thread hoi ya nahi hoi dobara click krna s dobara ho jati hai or wajsa s account banne ho jata hai
    • #3 Collapse

      Yes brother ager koi bhe forum ka member koi chote moti mistake ker raha hoo to moderators ko phely us ko warn kerna chahy our us ko samjhna chahy k ya kaam rules k against app ker rahy hain us ko stop karena nahe to app ka account banned ker deaya jeay ga ager pher bhe wo nahe manta hai to pher banned ker deina chahy
      • #4 Collapse

        G bilkul internet ki waja sy mistakes hoti hain aur same mistakes per account bann bhi ho jaty hain lekin agar ap same mistake ka moderator ko inform ker dain tou account bann nehi hota balky apki mistake ko clear ker dia jata hai isliay jab bhi koi mistake ho tou fouran modrator ko inform kerain taky apka account bann hony sy bach jaey
        • #5 Collapse

          dear friends, internet ya ksi aur ki waja say aksar ksi na ksi member say mistakes ho jati hain...but pak forum ki janeb say pehli mistake par banned nai keya jata bal k ek ya do bar warning di jati hay aur phr bi agar mistake repeat ki ja rahi ho to tab account banned keya jata hay.
          • #6 Collapse

            ap koshash karen k forex k rules and regulation ko follow karen taky apka account baan na ho agar ban ho jy to ye bhot bara loss hy dobara nae sery se shoro karny mein kafi time zaya ho jata he.koi esa kam mat karen jis se apka account baan ho jany ka darr ho.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Mere management se request hai kay unhain kisi ka account kisi mistakes ki wajah sebann nahin karna chahyea balkay ussay warning generate karni chahyea kyun kay aksar mistakes internet ki wajah se bhi ho jati hain
              Forex phone number nooni pallonji Elaan kya hua hai ye Agar Kisi Se Dekha account Perur usko bolo na Kiya Gaya to uska account Bina Bataye Ke band kar diya Jayega isliye aap Forex forum ke rules ko Jarur follow kare
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                bhai apki suggestion achi hy lekin main kehta houn aisa nhi ho sakta k forum management kisi ka account bann kr dey keun k unhon ny pehly sey apny rules hr aik ko bataye hotay hain aur jo log un rules ko follow nhi krty wohi apna account bann karwaaty hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Mere management se request hai kay unhain kisi ka account kisi mistakes ki wajah sebann nahin karna chahyea balkay ussay warning generate karni chahyea kyun kay aksar mistakes internet ki wajah se bhi ho jati hain
                  Agar Hum Forex forum ke rules to follow Kare Toh Hamara account kabhi bhi ban nahi hoga forum administration Ne Yeh Bala se bataya hua hai agar Hum rules to follow nahi karenge toh Hamara account Bina Bataye bane kiya Ja sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Gee haan bhai aap ki baat theek hai agar aise koi baat ho tiu yeh itna bara issue nahin hai agar koi shaks post double kar deta hai tou forum per moderator uss ko delete kar dae waise bhi tou daily bahut zayada posts delete hoti hi hain
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Mere management se request hai kay unhain kisi ka account kisi mistakes ki wajah sebann nahin karna chahyea balkay ussay warning generate karni chahyea kyun kay aksar mistakes internet ki wajah se bhi ho jati hain
                      i agree, bilkul jee jnb aysa huna chhye kio kay agr ham galti bhee na krey aur hamarey porey month ki mehnat minto zia hu jye tu tu shyed is se bada dukh nhi hu ga is lye ju forex m aksar members kaam krtey he un sey bhee galtia huti h lakin moderator ku warning deni chhye ta kay kisi ka bhee acount ban na hu aur forx se earning krey
                      • #12 Collapse

                        slaam to all forum members...taqreban sabi members jinhon na reply dyia ha wo yahi baat keh rha hain ka kush isa system hona chye ka bnda ko warring wgra de jye ta ka wo next time agr same kam kra tu usa ban kr dyia jye internet waqie he iyk boht senstive chez ha app sa kahin na kaihin mistake ho skti ha ya normal ha bas dfa net down ho jata ha hmain pta he nahi chlta hum post ka reply kr chuka hota hian lakin hamin lgta ha abi nahi dyia ur bhe is common mistakes hain ho har kisi sa hona ka chances hota hain main bhe ap ke baat sa agree krta hon..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Bil kul sahe keh rahay ho baz dfa aisa hota ha Internet connection main problem ki vja sa post duplicate ho jati ha means k aik post ap nay upload ki ha lekin apko doubt ho gaya ha k Internet connection break ho gaya ha aur apki post upload nai hue lekin post upload ho jati ha phir jb ap dobara try krtay ho to pehlay wlai post bhi upload hue hoti ha so ic baray users ko bhi thori ehtiat krni chaheay k fourm k rules ko follow krain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X