Trading feeling ya ideas ka naam ni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading feeling ya ideas ka naam ni hai
    Members kch log apni feeling aur ideas se trading krte hain aur mere kahayalen ye na mumkin si baat hai q k trading feeling ya ideas ka naam ni hai balke trading men analysis se kaam lia jata hai agar aapke analysis hain to aap successful hain aur agar aap jesa market ko smajhte hain aur apni feeling ya ideas pe trust krte hain to mere khayl men aap k liye successful hona na mumkin hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
    Members kch log apni feeling aur ideas se trading krte hain aur mere kahayalen ye na mumkin si baat hai q k trading feeling ya ideas ka naam ni hai balke trading men analysis se kaam lia jata hai agar aapke analysis hain to aap successful hain aur agar aap jesa market ko smajhte hain aur apni feeling ya ideas pe trust krte hain to mere khayl men aap k liye successful hona na mumkin hai
    Aap bilkul theak keh rahy hain bhai forex trading mai market ko ainalysis kar k trade lagana chahye na keh apny ideas sy agar aap proper ainalysis kar k koi b order open karirn gy to yaqeenan apko faida hi hoga aur agar ideas par trust karirn gy to ain mumkin hy k apko loss ho ya apka account wash ho jay
    • #3 Collapse

      Asalam u alikum

      G bhai aap logo ny saahi kaha hai trading main ager kamyabi chahty hai tu proper news aur market analysis k saath kaam ko anjam dain na k apny aap ky banay hovy ideas se trading kerian aur aap yh bhi mt sochain k mujhe feel ho raha hai k is per trade lagao ya phir us per
      • #4 Collapse

        Well bro aap ne hundred percent baja farmaya hai hamen jese feel ho rha rha hai market wese hoti ni hai ham trading men successful only analysis ki waja se hote hain agar ham apni tardes ko feeling ya ideas k zarea run krte hain to phir ye trading hamare liye aik jowa hi sabit hoti hai jismen kabhi hamen loss ho rha hota hai to kabhi hamen profit ho rha hota hai isliye aap mehnat kren aur seekhne pe hi focus kren then aap kamyab honge
        • #5 Collapse

          Bhai app nay bht zbardst bat ki hay mere khyal mein ic say badh kar koi bat nahi kay ap practical lein kisi bhi chz ko nah kay app khein kay mjhy aisaa lag rhaa hay to aisaa ee hoo yeh mere khyal mein saraa sar bevakoofi hogee - ap market mein mashaq krein aur agar ap ghltiyaan kar rhay hein to likh lein aur bd mein uce nah duhryein aur yehe sab say achi strategy hey
          • #6 Collapse

            Aap ke baat thek ha forex men sirf practical he chalta ha aour ham jeasy new logon keleay sab se behtree yahee ha keh aapni ghateon ko lekh len iss tarrah traning sahee hotee ha
            • #7 Collapse

              G han ap.ki bat bilkul theek gay aur main ap ki bat se agree karti hun k humay forex trading main apne dimag se kam lena hota hay dil se nai tabhi hum sahe aur achi trading jar sakte hay agar humare pas achi practis ho gi aur acha knowledge ho ga tab hi humare liay acha teader banna mumkin hay emotinal ho kar tradeing karne se ko faida nai ho ga hum.sirf apna loss hi kare gay
              • #8 Collapse

                g han trading technical business hay es me ideas laga kar ham market ko analysis nahi kar sakty, news read kar key be traders ko technical technique karni ho gi koi be traders agar andazy ya ideas laga kar trades open karny ki koshish karta hay to wo khud hi loss ka invite karta hay.
                • #9 Collapse

                  dear friends, forex ek perfect business hay aur es main earning hamari hamaray knowledge pa depend karti hay...agar hamray pas knowledge hoga to achi earning ho jay gi but without knowledge agar hope ki base pa trading ki jay gi to es say loss hoga.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
                    Members kch log apni feeling aur ideas se trading krte hain aur mere kahayalen ye na mumkin si baat hai q k trading feeling ya ideas ka naam ni hai balke trading men analysis se kaam lia jata hai agar aapke analysis hain to aap successful hain aur agar aap jesa market ko smajhte hain aur apni feeling ya ideas pe trust krte hain to mere khayl men aap k liye successful hona na mumkin hai
                    Jeete aap ki keh rahe hain Forex trading Koi feeling Ja ideas ka kaam nahi hai Forex trading Mein successful hone ke liye traders co proper trading knowledge honi chahiye aur uske Alawa trading Karni aani chahiye aur woh traders Gaya knowledge ke nahi kar sakte
                    • #11 Collapse

                      trading ko sriuse Lena cahiya bilkul ap ny sahe kaha keh trading koi feelings ma name nh hy trading ko soch samjh ky fresh demgh sy karni cahiya jo aisy hi mazaaq banty hn trading ko woh apana account wash karwaty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading feeling ya ideas ka naam ni hai

                        forex trading aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai kam karty hain hamy bonus milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain feelings or ideas mai zada farak nahi hain forex aik online business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading feeling ya ideas ka naam ni hai

                          Mery khyal sey trading ak felling aur idea ka nam hai. Es lye ap es business msai idea aur feeling bhe krna hai.Jab ap learning krney key bad ap es business mai trade shoro krey gy tou ap feel bhe ho gy aur ap ko esbusiness mai idea ki bhe zaroorat ho. Es lye forex business ak feeling aur idea bhe hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading feeling ya ideas ka naam ni hai

                            Bhai jan apko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain is mein apko zada market ko anlysic karna chahyepher ja kar ap is mein earn kar sate hain is mein apko zada ehnat karni chahe pher ja kar ap is mein earn kar skate hain forex aik best online site hain jis mein ap kam kars sakate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading feeling ya ideas ka naam ni hai

                              Trading bhot zeada muahkip kam.hy ya san kam nai hy ham ko isy sahitrha sy seriuse lyna chiya ya kam asan kamm naia hy is liya isnmy sahibtrha sya ham ko mhnat krni chiya ya kam jo hy isnmy ham ko bhot zeada dyhan b chiya hota hy our ham ko is kam my bhot zeada paractis ki zarrostaa hoti hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X