Forex mein time ki aehmiat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein time ki aehmiat
    Dear members forex mein aap achi income forex ko time dye beghair nahin kar saktay yeh aik profitable business hai jahan aap ko pahele time laga kar seekna parta hai aur phir taqreeban 3 maheenay kay baad earning start hoti hai aur time kay sath sath increase ho gi please aap kya comments kartay hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ne bilkul theek kaha hai agar aaj se hi hum forex ko aur iss forum ko time dena aur iss mein mehnat karna start kar dain tou aik din humara experience itna zyada homjaye ga kay hum iss broker kay through bahut zabardast earning kar sktay hain
    • #3 Collapse

      my dear sir apne theek kaha hai k forex trading me time ki hi ahmiyt hoti hai kyu k wtintg krna hota hai merket ki movmeint ko dekhna hota hai k kab apko trend samj a gya ha to ap trading lga k profit nikaal sakty hain apne bonus aonut se long traidng tab kr sakty hain jab apky pas acha bonus aconut me ho.......
      • #4 Collapse

        Sir ye bat sahi hy k agr humen forex me kamyab hona hy to phr forex ko time dena chahey kun k agr hum time nhe den gy to phr hum isko smjh nhe saken gy or na hi is k bare me hamen knowledge or experience hasil ho ga kun k forex me kamyab hone k liay knowledge or experience dono hi bht zaruri han
        • #5 Collapse

          dear forex main time bht important role play karta hy apko ye dekhna hoga k kis country ki stock exchange kab open hoti hy aur uska relited kis pair se sab se zada effect hota hy, to is k liye ap london session pko kjhas tor pr mind mian rakhain jo k pakistani time k mutabiq 12 bjy start hota hy, thanks
          • #6 Collapse

            G bhai ap ki bat se agree karta hon forex mein marketing seekhny k liye time dena bahut zaroori ha forex ko time diye bina banda ni seekh sakta aur forex mein acha trader banny k liye knowlege aur experience bahut zaroori ha jo k practice se hasil hota ha ap jitna zayada time forex ko dyn gy apko itna faida hoga apki earning achi hogi
            • #7 Collapse

              forex mein time ki boht ehmiyat hai agar aap time ki pabandi karen gay to aap trading ko bhi acha or sahi time day pain gay q kay trading aik aesa business hai jis mein agar aap ne time ki pabandi nahi ki to aap ko leny kay deny par sakty hain yani kay aap ko loss ho sakta hai jesy agar aap aik trade lagaty hain or us mein aap us ko time pe close nahi karty to jo aap ko profit ho raha ho ga wo loss mein badal jay ga or pher aap pachtain gay
              • #8 Collapse

                Time is very important in every walk of life aur rahi trading main to with in seconds of ki condition change ho jati hy yahi seconds ap ko hero sy zero kr dyti hy so always constractor at your work and time also
                • #9 Collapse

                  jee bhai jan apki bt thk hai forex main time dena prta hai kafi lakin agr achi trha jald hi sekh jaye to km time bhi lg skta hai zruri nai 3 month must ho forex bgair invest k business deta hai to isk liye hamain sbr rkhna chahiye or cmplt knowledge hasil kre taky hm achy trader bn sky or hamain loss na ho profit hi ho achy sy acha
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikum je bhi m ap ki bt se agree krta hn time bht important h forex m r koi bhe kam ho time lazmi daina parta h tb h ap apne kam m expert ho skte ho agar aao uss mein dilchaspi letay hain
                    • #11 Collapse

                      Asalam u Alikum

                      G bhai aap ny saahi kaha hai hum pak forex main jitna bhi zayada se zayada time saraf kernain utna acha hai posts ko achy se read kerny k bad reply kerian baaki logo ki post ko bhi ahmeyt dain aur us main mojod baato ko apni trade main la ain
                      • #12 Collapse

                        Time ki ehmeat ka inkaar to dunya ki kisi bi field main nai aor forex main to every second counts. Iss businees main aap ager deciesion karnay main late ho gy to aap apny ballance sy hath dho baitthy iss main wakt he to hy
                        • #13 Collapse

                          dear friends, koi bi business ho us main pehlay den say earning start nai hoti agarcha us main millions hi invest q na karian....es tarah forex main bi pehlay den say earning start nai hoti...ap ki earning tab start hoti hay jab ap forex ko fully learn kar letay ho...so ap pehaly achi tarah learning karian us k bad ap ki earning hogi.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                            Dear members forex mein aap achi income forex ko time dye beghair nahin kar saktay yeh aik profitable business hai jahan aap ko pahele time laga kar seekna parta hai aur phir taqreeban 3 maheenay kay baad earning start hoti hai aur time kay sath sath increase ho gi please aap kya comments kartay hain thanks
                            Forex trading made time table Sada value hai Forex trading ho ya koi bhi business yeah Kaam Ho time us mein bahut value Rakhta Hai Kyun Ke Jab Hum timetable ke hisab se Jalte Hain toh Hamari daily routine Ban Jati Hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hy. koi bji kam kro us k lye ap ko time dena lazmi hy time dye bagir ham kam yab nhe ho sakty or hamen chahye k time ki qader karna sekhen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X