Mt4 ko apni marzi se modified kro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 ko apni marzi se modified kro
    Members kch new dost mt4 ki settings ko default hi rehne dete hain jiski waja se unhen market chart ko smajhne men diqqat hoti hai to isliye main aap ko batana chahtta hoon k apn mt4 ki settings men ja k aap candles k clours wagaira bhi change kr sakte hain aur aapko mt4 men ki ise ful tools mill jaen ge jinko aap apne chart pe apply kr sakte ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mohtram Ap ke advice boht achi a aksar log Mt4 ke setting ko disturb ni karty k khee Koi problem na ha jay aur Humari setting disturb na o Jay hala k ehsi Koi bat ni Ap apni marzi se setting ko modified kr skty hain jis se Ap behter results le skty hain normal default pr agr a to us se humary trade pr koi farq ni pary ga lekan jha pr Ap ko asani lgy Ap setting us hisab se kr ly
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai aap ne theek kaha hai humain hamesha apni sahulat kay mutabiq hi meta trader 4 ki settings ko use karn chahyea aur koshish karain kay iss ko zayada critical na banain aur jo zaroorat ho wohi rakhain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
        Members kch new dost mt4 ki settings ko default hi rehne dete hain jiski waja se unhen market chart ko smajhne men diqqat hoti hai to isliye main aap ko batana chahtta hoon k apn mt4 ki settings men ja k aap candles k clours wagaira bhi change kr sakte hain aur aapko mt4 men ki ise ful tools mill jaen ge jinko aap apne chart pe apply kr sakte ho
        Hum Jab dread kar rahe ho to Hame MP4 application ko apni Marzi se modified karna chahiye aur apne hisab se kuch ka chart dekhna chahiye is time Panel Chart dekhna Chahte Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          g bhai bilkul sahi kaha ap ny aur merey hisaab sy to mt4 ki setting zroor apni marzi ki krni chahiey aur aisi setting honi chahiey jis sy mt4 ki behtr samajh aa saky khaas tor py chart ka colour,candles ka color,period separator,tp and sl lines k color etc in sab ki setting bahot zroori hy
          • #6 Collapse

            Ji ha MP4 mein apni Marzi se aap kuch bhi modify kar sakte hain koun ke usne aapko Dar Nahi Hota ke Kabab cholis Hoga kab aapko profit Hoga aap usne apni Marzi se order Laga sakte hain aur orderby by Aircel ka Lagana hota hai woh bahut Sare options put Hai usme ISI liye aap Jab Chaye Apna order Khol sakte hain aur aur baat bhi kar sakte hai ISI vajah se usne fayda hai
            • #7 Collapse

              Bhai jo bhi banda kisi application ko design karta hai tou woh uss mein setup apnay hisab se.banata hai lakin user ki aasaani kay lye woh uss mein settings rakh deta hai tak kay user uss application ko apni aasaani aur knowledge kay hisab se use karay
              • #8 Collapse

                Ji haan MP4 mein ek Hai sabse achi Cheez Hai Ke Aise apni Marzi ke bata bike modify kar sakte hain Kyun ke MP4 mein koi Aisi Koi programming nahi hoti Jo Upar Sahi ki Jati Hai Lekin aap usne apni Marzi ki modified Karke Khud ki trading kar sakte hain aur usse Apna account bana sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  apnay sahi frmaya MT4 ko ham asaani sy modify kr sakty hain uc kay liye apko chart py right click kr kay properties mein jana hota hay uc kay bd apko mukhtlif rang dkhnay ko milty hain aur sath he yh bhi btya hta hay k yh kis ka rang hay hmn ziada ter background aur foreground k sath sath candles kay rang chnge karne ki zarort hoti hay - ic ko chnge karne sy chart ko aik acha look mil jata hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X