Always have a trader friend.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always have a trader friend.
    Agar akaily aap trading kar rahy hain aur es field sy related koi acha aap ka janny wala ya phir koi acha friend nahe hai to aap ko es ka bht nuqsaan hai. Nuqsaan ess tarha sy hai kay agar aap kaam kar rahy hain aur koi cheez ya koi news weghra aap nay miss kar dee hai to us main aap ko agar friend hai to shyed us nay news suni hoge ya market ke situation change hony ke wajha us ko pata hoge. To wo aapko bta sakta hai ya aap k sath share kar sakta hai. To lehaaza hmesha kisi na kisi trader sy contact main rahin aur mashwara aur malomaaat share karty rahin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Har organiztion me ya koi b business ho us me koi na koi dost hota hy jo ap ki ghair mujodgi me jo bat hoti hy wo ap se share krta hy isi tara forex me apka dost hona zrori hy q k jab ap ksi wja se market ki movment read ni kr paty ya phr ap se news miss ho jati hy ya ap market ko track ni kr rhy hoty ksi waja se b to apka dost us time market ki situation dekhta hy ya phr news sunta hy jo ap se miss ho gai hoti hy to wo ap ko usi time bta skta hy phr ap us k mutabiq apni trade ko dekh skty or analyze kr skty ho
    • #3 Collapse

      Traders tou friends hain lekin sary traders hamary Jesy hi hain ky koi yeah surety sy nehi bana sakta ky market ki movement kis direction main ho gi yeah zarur predict kerty hain ky ab market jis point per hai is sy falan direction main ja sakti hai lekin aesa koi nehi kehta ky jaey gi isliay friends ki bajaey khud hi analysis ker ky trade lagaen tou best hota hai
      • #4 Collapse

        g daer men ap ki bat sey agree kerta hn kih jin trader shazrat k pass friends nh hen r wo apney akaely men trading ker rahen hey to is k lye trders hazrat ko chachye kih apny sath koi friend rakhen is lye in traders hazrat ko apney sath friends rakhna paren gey ku kih kisi dn agar is sey news miss ho gae to wo to mallom hi nh hoga is ko kih market ki value kia hy is lye trading kertey waqt apney sath freinds zururr rakhen ta kih ap bhi achi tarha trading men sey faida hasil kare saleke
        • #5 Collapse

          Traders friend hon ya ap group trading kerain aik hi bat hai but aesa group banany ky liay bhi tou kafi time period required hota hai ky koi bhi trading main friendship offer nehi kerta aur na hi group join kerny ky liay koi direction provide kerta hai lekin agar aesa ho tou hamari trading ky liay best hoga ky successful trading ki ja sakti hai
          • #6 Collapse

            forex trading business field hay aur forex se related news aur market analysis reports ko kabi be esi situation me miss nahi karna chaye jab ham trading kar rahey hoty hey, agar ham news aur technical analysis strategy use karty hey to es se market trend hamara friend ban sakta hay, es ka faida ye ho ga key market movement ka andaza hamy advance me ho saky ga jo key achi trading karny key ley important hay.
            • #7 Collapse

              yeh ap nay sahi kaha k app ka aik trader friend hna chahye ic ki sab say badi wajah jo mjhy nazar ati hay wo yeh hay kay jab hm dkhty hain market ko to aik perspective say dkhty hain - aur jab 2 ya ic c iada bndy dkhty hain to her aik ka apna aik perspective hota hay - jab ziada logo kay aik jesa signal hoga buy ya sell ka to wo thra ziada acha signal hta ay
              • #8 Collapse

                Friend forex trading main app k ager dost ka group hai to pher us say app ache learning our earning dono he ker sagty hian app ko forex main learning kerny k leay mehnat kerna ho ge pher he app ache earning ker pao gay ager app koi bhe forex ka facebook oper group join ker loo to wo bhe ap k friends hoon gay un say bhe kafi khuch seikh loo gay
                • #9 Collapse

                  ap ne bhot acha mashwara dyaa agar ham group bna kar trading karen to us k bhot sary faidy hen. ap apni daily progress share kr sakty hen.agar koi problem pesh aa jy to usy solve karny mein madad milti hy.updates ake dosry k sath share kar sakty hen.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                    Agar akaily aap trading kar rahy hain aur es field sy related koi acha aap ka janny wala ya phir koi acha friend nahe hai to aap ko es ka bht nuqsaan hai. Nuqsaan ess tarha sy hai kay agar aap kaam kar rahy hain aur koi cheez ya koi news weghra aap nay miss kar dee hai to us main aap ko agar friend hai to shyed us nay news suni hoge ya market ke situation change hony ke wajha us ko pata hoge. To wo aapko bta sakta hai ya aap k sath share kar sakta hai. To lehaaza hmesha kisi na kisi trader sy contact main rahin aur mashwara aur malomaaat share karty rahin.
                    Hame trade Karte Buckethead trader Ki Tarah sochna chahiye aur apne mind se Los ka fair nikal Dena chahiye Kyunki loss trading ka ek hissa hai aur yeh ek normal baat hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X