Ye bat kahan takb darust hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye bat kahan takb darust hy?
    Assalamualaikum respected members and their administrators.. main ajbk is thread main ye janna chah raha hun k is bat main kitni sachai hy log 95 percent traders apna capital forex main lost karty hain.. kia ye kehna darust hy ya .. ye just logon ki fake romours hain?? Please if someone know , share with me too.. q k agar aesa hy ye to fr new traders ko ap usi hisaab k sath guidelines dain q k agar unka mind ready honrisk Lenny ko to e lain..warna nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes sir yeh such hay keh forex trading main trader 95% about trader loss kartay hain, but yeh fake business nahi hay es ki main reason yeh hay keh mostly trader low capital and low knowledge say without analysis kay trading kartay hain, jes say loss hota hay, es kay sath sath new trader practice ki bajay jest earning ki try kartay hain, jes say un ko bhee loss ho jata hay, agar low risk per good capital say with full knowledge say trading ki jay to profit possible hay.
    • #3 Collapse

      g bhai hota aesa e hai keh zayada tar traders capital mein loss ka samna krte hain lekin us ki wjha yeh ni hai keh yeh business fake hai balkeh us ka reason kuch aur hai hum sab earning krna chahty hain us k lie forex mein a gye lekin hum is ko propper seekhty ni hain ager seekhen ge ni to phr aesa e ho ga na loss e ho ga
      • #4 Collapse

        Bhai uski main reason yeah hai ky her koi just market ki movement ko check ker ky trade open ker Leta hai lekin market tou bar bar movement ki direction change kerti rehti hai tou loss main gai aur trade close tou aesa bar bar kerny per loss hi hota hai so trade tab open kerni chahiay jab ap forex trading ko completely learn ker chuky hon warna yeahi chalta rehta hai
        • #5 Collapse

          Asalam u alikum.

          Ji bhai main bhi aapki baat se agree kerta 95% logo ko trade main loss hota hai lykin un sab main 94% loog apni ghalti aur lalach aur experience nahi hony ki.waja se loos ka samna kerty hai
          • #6 Collapse

            yeh such hai ke forex pr trading 95% hoti hai es pr loss ka chance os waqt aatta hai jab aap log es pr soche samjhe baghair money laga de dete hai kisi se mashwara lekr momey lagaya kro dosto
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Agar 95 percent traders forex market main loss kerty hain tou forex trading ko chor kyun nehi dety bhai forex trading main profit aur loss chalta hi rehta hai kabhi acha profit mil jata hai tou kabhi loss zyada ho jata hai lekin jis jis ny market aik dafa join ker li woh chorna bhi nehi chahta ky yahan per earning ky bahot zyara chances hain

              اب آن لائن

              Working...
              X