Aik post se doosri post kay darmiyan time gap

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik post se doosri post kay darmiyan time gap
    Dear members kya aise koi baat forum per hai kay jis mein aik post se doosri post kay darmiyan koi time gap mention ho agar hai tou woh kitna time ka gap hai please comments thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dekhay jaha tak main jant hu tu aik post se dosri post tak ka time 1 mint tu pakka h kio k ap aik post kru gey tu dosri post krne ke lye ap ku 1 mint wait krna hu ga phir dosri post ku bhee kr saktay he.
    • #3 Collapse

      Dear friends, forum pa posting k leay time k koi pabandi nai hay aur na hi ek post k bad time ka gape dena lazmi hota hay...ap apni marzi say ek post k bad foran dosri post kar saktay hain aur chahen to ek post karnay k bad dosri post kuch dair k bad karain.
      • #4 Collapse

        Dear brother shayed aisa kuch ho lakin mein ne tou aise koi baat note nahin ki kyun kay mein ne tou bahut martaba 10 minute mein 4 se zayada posts bhi ki hain lakin kabhi koi message ya issue nahin hua
        • #5 Collapse

          Pak forum or forex trading ek esa bussiness he jisme hme koe limitation nh is m koe b pabandi nh he k ek post k bad dosre post kuch der bad kre ap isko apni marzi se use kr skte hu isy wajase to forex populer he na kor pabandi na koe limit
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Aik post se doosri post kay darmiyan time gap

            forex main hum sada urdu main kam karty hain hum aik post ko 1 ya 2 mint mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai hum time be kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum isy apan life time career be bana sakty hain yai aik international or legal business hain

            اب آن لائن

            Working...
            X