Loss sy learn karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy learn karna
    Dear traders bahut sy traders aesy hain jo loss hony py stress mein aa jaty hain halan k aesa nai karna chahiyee hamen loss ki reason talash karniii karniii chahiye k loss q ho raha hay phir us mistake sy hamen seekhna chahiye tan dobara us ki waja sy loss na ho agar ham apnii trading mein apni hi ghaltion yaniii k mistakea sy learn karty hain to hamary liye ye bhe aik qisam ka profit hi hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes sir aik acha trader honey walay loss say bhee learning karta hay because trader ko loss kisi na kisi mistake ki waja say hota hay, agar trader apni mistake per ghoor karay to wo es mistake say bhee leaning kar sakta hay and again loss say buch sakta hay, so humain loss per bhee ghoor perna chhayie.
    • #3 Collapse

      Han g bhai waqi humein apni mistakes ko aik to control karna chahiye aur dusra k un mistakes sy hi hum ko learn bhi karna chahiye kiyon k ye bhi ek kisam ka profit hy is sy humein forex trading mein experience ka profit hy is liye apni mistakes sy stress ni leni chahiye bulky tottaly apni har mistake par control karna chahiye aur mistakes par control bhi karna chahiye naky mistakes karty rahein k hum to sekh rahy hain
      :1f63b:​BE HAPPY
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap ki baat theak hai mistakes tou her banday se hoti hain lakin kamyab wohi hota hai jo apni mistakes se seekhta hai agar aap dobara wohi mistakes repeat kartay rahain gay tou aap mushkil mein hi rahain gay
        • #5 Collapse

          Bhai naya maheena start ho gaya hai naya bonus milnay wala hai aur jin bhaioun nay abhi tak apni ghaltioun se nahin seekha tou kindly apni last month ki mistakes kay abhi se analysis karain aur dobara woh ghaltian na karain
          • #6 Collapse

            Assalam o alikum dear freind apny bhot achi bat ki hy me apki bat sy itfaq karta hon. sab sy zeyada hamen apni he ghaltiyun sy he sekhna chahye js ghalti ki wajA SY HAMEN LOSS HOA HY WO GHALTI ham dobara na karen. ek bat or loss ko zeyada zahan pe bhi sawar nhe karna chahye .
            • #7 Collapse

              dekhay agr ap apne loss ku kam krna chhte he tu ap ku apne experienxe ku aur tez karna hu ga aur ap ku trading krne ka ilm seekhna hu ga jis se ap apni trade ku ek din bahtr bana kr earning krna shuro kr dey gey tu ap ku agay teyaar rhna chhye.
              • #8 Collapse

                G friends, bilkul forex main losss anay pa aksar log mayos aa jatay hain air woh trading chornay ka sochtay hain un ko chaheay loss anay pa chornay ki bajaey loss ko dor karnay ka sochain air un mistakes ko dor karain jen ki waja say loss aya ho aur future main un ko repeat na karain.
                • #9 Collapse

                  jee bhai thek kaha boht sy nai aesy beshumar log hai jo loss hone pr dil haar jaty hai disheart hojaty hai jb k disheart nai hona chahiye we are brave guy prove your self tm kisi sy km nai agr loss huwa hai to uski mistake dekho or next aesi mistake na kro or achy trader bno threads read kro demo account use kro practice kro or disheart mt hoye
                  • #10 Collapse

                    apki baat sahi hay forex trading main agar humay loss hota hay to es waja say humay pareshan nahi hona chahiye kyun keh agar hum esmain pareshan ho kar kam karen gay to es chakar main market main earning nahi kar sakty aur agar humay loss huwa hay to humay wo waja note karni chahiye aur usko humay kill karna chahiye tab he agy hum achi trading kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      hamain forex mien her waqt learning kerni chahye q ager hum es mien aa ker learning ni kerty hien to hum es mien belkul bee earning hasil ni ker sakty hien es lye learning he sy ap ko earning ho gi or yeh dono cheezaian ek dosry k lazim o malzom hien
                       
                      • #12 Collapse

                        • #13 Collapse

                          g bilkual jo bhe log hny in ko agar in ko loss ata hy is ko chyeh k wo sb loss sy sakhey kaun k jo bhe is sy sakhtey hny tu in ko boht faida ho ga laken humeny cahyeh k hum jo bhe agar loss aye tu is ko sakhey is k bad is ko kary is mn huemny boht faida ho ga ...
                          • #14 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa earning hasil karni ha to per hum ko apni mistake sa kuch sabak sekna hoge es leya hum ko chaheya ka hum apni mistake ko ignore na kara q ka ager hum us ko ignore karta ha to per hum ko loss ro be bohat zeyada hoge es leya hum ko apni mistake ko correct karni hoge..........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear ap ne bilkul thek kaha hai k agr kisi trader ko trade main se loss a gay to ap bilkul ghabrana nh chaye kun k ap ko us mistake k ooper gain kerna chaye..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X