Forex main Money management na kerny say kitna bara nuksaan ho sagta hy any idea??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Money management na kerny say kitna bara nuksaan ho sagta hy any idea??
    Meray bhaioun app ny diekha our read kia hoa ga k forex main ajsar money management py zoor deaya jata hy us bare main main bhe kfe thread laga xhuki hoon us ki main ajj app logoun k sath live example share kerny lage hoon k aik trader ager money ko achy say manage nahe ker k trade kerta hy to ye forex kitna risky business hy our kesay app k account ko wash ker sagta hy meray dost ja 50000 usd ka account tha our abhe wo 30000 usd py haen reason loss ki bare bare volumes ki trade hain leverage jo kafe the to dosto forex aik risky business hy us main us k basic rules ko must folloe ker k trade karean
    Yahan py boht barey barey traders haen jin ka knowledge hum say boht zeada hy to hum ny un say apna hisa kesay lena ye forex k basec rules ko follow ker k he app lay sagty haen
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai Jan money management bhot ziada zarrori Hy agar apko chaie ke apka Account safe rhe to apko chaie AP apni trade ke wakt SL ka istemal zaroor kren jab Tak AP Al nai use kren AP apna Money management behtar nai Kar sakty
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ne bot bara example dia hai aap ko pata hona chiay kay forex trading main ham jab Annaylis kartay hain or agar hamaray Annaylis fail ho jatay hain to is surat main hamain kafi zada losses ka samna karna parta hai.
      Hamain chiay kay apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat hamain Annaylis achay karnay chiay or trading main kisi kisam ki money management say pechay na hatain
      • #4 Collapse

        Gee haan aap ki baat theek hai agar iss bhai ne pahele wali dou trades per iktafa kar lya hota tou iss ko itna bara loss na hota iss lye tou kehtay hain kay apnay account ko safe rakh ker money management kar kay trades lagay karain
        • #5 Collapse

          Aap nay jo account ke picture hamary saath share ke hai us main ma daikh sakta hun kay aap nay account management aur risk management ka zara bhe khayal nahe rakha hai. Aur na he aap ke trades k hawaly sy koi planning nazar aa rahi hai. Trading planing k bina nahe hoti hai. Aap beshak plan thora bht he karin lekin lazmi aik baar account kay hisaab sy trades plan karin. Kun kay aap ka sarmaya aap ke laparwahi ke wajha sy zaya ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Sister app ny bilkul theek kaha hy forex main humean money management ko follow kerna ho ga koin k deikha jaey to us say behtar example humery leay nahe ho ge ager itna bara account main itna huge loss ho sagta hy to forex market main humera to total 200 say 500 ka hota hy to us py jab gold ya oilpy trade full margin k sath kertay haen to us say bhe hunera account wash ho sagta hy
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
              Bhai Jan money management bhot ziada zarrori Hy agar apko chaie ke apka Account safe rhe to apko chaie AP apni trade ke wakt SL ka istemal zaroor kren jab Tak AP Al nai use kren AP apna Money management behtar nai Kar sakty
              bilkul money management kay lye zruri hai kay ap apni trding me sl use kre is tara ap ke paise bhee safe rahey ge aur ap big loss se bhee kfi bch jye gey is lye ap ku kushish krni chhye jb trde kry p stopl loss sb se phle trade lagaye.

              Dear friends, agar ap ko post pasand aye to 'Thanks' zror kre
               
              • #8 Collapse

                dekhay agr ap apne acount ku paise zia hune se safe rkhna chhte htu apku sb sey phle money mangement krni bot zrori he jis se ap ke paise bilkul mahffoz rhte aur risk bhee nhi rhta kay acount khali hi na hu jye.
                 
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...market main boht sa experienced trader batha howa hian hum un ka aga wqie he main kush nahi hain hamri tu amount bhe boht short hoti ha lakin forex main wahi log kamyab hota hain jo ka proper money management ka sath chlta hian nahi hot hzroon kyia app ka account main lakho bhe hon ga to yahi haal ho ga jisa ka in ka dost ka howa ha boht achi advice de ha app na..
                  • #10 Collapse

                    Haan brother yeh kya itna bara account kash kay mera bhi itna bara account banmjaye ta kay mein bhi iss tarah ki bari bari income kar sakun aur humain iss post se sabaq zaroor seekhna chahyea loss ka bhi aur bonus jama karnay ka bhi
                    • #11 Collapse

                      Sir money management karna business main bohat zaida importance hay, money management say hum forex trading main apnay account ko safe kar saktay hain, because moneymangement say hum trades apnay capital kay mutabiq lagain gay jes say humara risk low ho sakta hay, jes say account main loss kay chances kam ho sakti hain.
                      • #12 Collapse

                        bilkul ge aap ki bat darust hai money management bahut zaroori hai forex trading mein ager aap money management ni kren ge to aap ko us mein bahut zayada loss ho ga aur ap profit hasil nai ker sken ge is lie aap ko bht e dhayn se apni money ko use krna chahye us ki management karni chahye ta k ap bach sken
                        • #13 Collapse

                          g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih jin taredrs shazrat ko money managmentr kerney k lye in taredrs hazrt ko acha tareka nh ata hy ya phr ye tarders is k bawajod bhi tarding kertey rehty hen is lye uin tarder hazrat ko loss ata hy is lye in taredrs ko chachye kih sab sey pehley money managment kerni chachye is lye in traders ko apna accounts safe banab hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            apki baat sahi hay agar hum esmain money management nahi karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh es business main sabar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam karnay main aur manage kar kay kam karnay main he faida hota hay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X