Forex for beginners - some advice
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    ap nay boht achi advice d hain ajkal ka masla ye hay kay advice to boht zayda hain lakin koe un per amal hi nhi kerta jab tak kay wo khud us experience say na guzara ho. is liye jab wo new trader us loss ko khud dekh leta hay to phir us ko yad ata hay kay main nay un baton ko zehn main nhi rakha is liye loss ho gia. aur loss honay kay bad phir wo in baton ko kabi nhi bholta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      who log jo new hain in ko chaya k is pair per trade lagani chaya jis ki movement kum ho q kay is main loss kay chance kum hotain hain or who zeyada say zeyada market ko time dain q kay market hum ko jitna acha seekhati hain koie bhi itni achi hummari help nai kerta hay
      • #1863 Collapse

        is main hum sab achi trade kar sakty hain aur begriner market main buy aur sell karwaty hain so hamain is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain is main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga
        • #1864 Collapse

          forex business doest consist of any scam. forex man trader k sath broker scam ker sakta ha ager broker register na hu ya broker ki ranking achi na hu baki tools jity bhi han work kerty han but un ku use kerny ka experience chahye hota ha.
          • #1865 Collapse

            agar hum forex mai new hain to hamy demo account mai daily trading karne chahey or hamy emotions or lalach ko qabo mai rahkty howe fresh mind ho ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain or hamy news ko daily dahkna chahey
            • #1866 Collapse

              forex mai agar hum new hain to hamy demo account mai daily practice karne chahey or hamy news ko daily dahkna chahey or hamy analysis ko daily learn karna chahey or hamy lalach or emotion ko qabo mai rahkty howe fresh mind ho ky trading karne chhaey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or loss sy bach saky gy
              • #1867 Collapse

                Re: Forex for beginners - some advice

                agar hum forex mai new hain to hamy internet py babypps py learning hasial karne chahey or hum demo account mai kam kar ky be learning hasial kar sakty hain or hamy lalch or emotions ko qabo mai rahkty howe fresh mind ho ky mahnet sy kam karna cahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy
                • #1868 Collapse

                  Re: Forex for beginners - some advice

                  beginers market main buy aur sell karty hain so hamain is forex main enter ho k hi hum achy say trade kar k hi hum achy say trade karein gay aur is forex main information hasil karein gay ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
                  • #1869 Collapse

                    Re: Forex for beginners - some advice

                    forex beginners ko mein yehi advice duon ga ke forex business bohat acha kaam hai aghar ap is mein achi treding karen gey to ap ko is se bohat profit hogi ap is kaam ko apne ghar par beth kar asani se kar sakte ho is ke leye apko kisi or shehar ya mulak mein nahi jana parega
                    • #1870 Collapse

                      Re: Forex for beginners - some advice

                      Jitny n new trader un k leya important hy wo demo account Pa practice krain ,,or apna treding setup bana ,,discipline k sth or patience k sth treding krain ,,is waqat tk real account Pa treding na Kro jb tk ap demo account ko Oustanding run na kr lo, ,money management ko follow Kro while treading
                      • #1871 Collapse

                        Re: Forex for beginners - some advice

                        beginer ko meri 2 se 3 advises hn. sb se pehly to wo apny trading rule ko creat karain phr un k mutabiq trade karain akoi bhi trade out of rule na karain.us k bad money management pr koi smjhota na karain.or us k bad apny emotios ko fully control mein rkhain.
                        • #1872 Collapse

                          Re: Forex for beginners - some advice

                          New trader ya biginers kay liye forex ko kerna thora mushkil hota hay. que kay new trader ko forex seekhnay ya kernay say zayda gharz nahi hoti wo chahytay hain kay wo kisi na kisi trah say old trader ki trah say doller hasil karen chahye wo kaisay nhi que na ayen. aur jab wo kama nahi patay to wo ghalat tarikay apnatay hian aur market say fight kertay hian jo kay loss ka sabab bantay hain.
                          • #1873 Collapse

                            Re: Forex for beginners - some advice

                            hamain beginers market main achi information dety hain so hamain is k bary main planing kar k hi hum real main planing kar k i hum real main achy say perform karny k kabil hos akty hain aur hamain planing karien gay it is best
                            • #1874 Collapse

                              Re: Forex for beginners - some advice

                              Dear friend robot kaam kertay hain lakin wo zayada ter price action ki trading strategy per banaye jatay hain. aur sustay robot zayada ter loss ker tay hain. ager ap koe mehnga root letay ho to ap ko us sya profit ho ga aur us kay liye ap ka account kam say kam 5 k kay baraber hona chahye. aur wo robot samal account per kam nhi kertay ya loss detay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                Re: Forex for beginners - some advice

                                market main begirners market main achy say trade karty hain so hamain is k rules ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade kariein gay aur buy aur sell market main karty hain so hamain is ay faida ho sakta hai ta k earn ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X