Trend ka end na pakren ,trend k sath hi trade kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend ka end na pakren ,trend k sath hi trade kren
    Friends kch dost only trend k end ko pakarte hain aur trend ki wapsi ka soch kr trend k opposite hi apni trades ko open krte hain jiski waja se unka kafi sara loss bhi ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye q k hamen ye pta ni hota hai k market ne kahan tak jana hai aur abhi ismen kitna dam hai ho sakta hai trend strong ho aur apni movement k sath hamara account hi na baha kr le jay isliye trend ka end na pakro trend k sath hi trade kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bro aapki baat theak hai agar ham market k opposite jate hain to ham kabhi bhi market k sath fight ni kr sakte hain q k hamare account bahot hi chotay hote hain aur ye market bahot wasee hai ismen whole world k log hote hain iss market men kafi barre banks hote hain isliye hamen market k sath chalne se hi kch milta hai warna ham apna loss hi krte hain
    • #3 Collapse

      Yes dear ap ne sahi kaha ha k ak trader ko market k sath sath hi trade krni chye na k wo market ke end trend ka wait krta rahy.market ki movement ko dakh kr hi trading ziada best ha .agr koi trader market ke against trade lagaye ga to us ko loss ka hi samna krna pary ga is ki wajha ye ha k market kb kis time kahan move kray or jo us ne trade lagai ho market us k against chali jye .
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
        Friends kch dost only trend k end ko pakarte hain aur trend ki wapsi ka soch kr trend k opposite hi apni trades ko open krte hain jiski waja se unka kafi sara loss bhi ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye q k hamen ye pta ni hota hai k market ne kahan tak jana hai aur abhi ismen kitna dam hai ho sakta hai trend strong ho aur apni movement k sath hamara account hi na baha kr le jay isliye trend ka end na pakro trend k sath hi trade kro
        Bhai aap ne Yeh Bahut Achi thread Banai Hai Maine Bahut Sare traders Ko Dekha Hai Aur Main Khud Bhi Jab Woodland niche jaa raha hota hai to uske sath chalne ke liye Uske against trade laga deta hoon Aur phir Mujhe loss ho jata hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          yeh bat app nay bht achi ki kay trend kay sath chlein trend kay against hmesha riski e hti hay trade - app k chahye sb say phly trend ko identify karein uc kay bad uc kay irdgrd suport resistence laga dein - aur ap fibo ka bhi use kar skty hain aur trade lagaa dein apki 10 mn say 7 trades munafa main jyein gi aur yeh bht ziada use hnay wali strategy hau
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
            Friends kch dost only trend k end ko pakarte hain aur trend ki wapsi ka soch kr trend k opposite hi apni trades ko open krte hain jiski waja se unka kafi sara loss bhi ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye q k hamen ye pta ni hota hai k market ne kahan tak jana hai aur abhi ismen kitna dam hai ho sakta hai trend strong ho aur apni movement k sath hamara account hi na baha kr le jay isliye trend ka end na pakro trend k sath hi trade kro
            Hum Jab trade kar rahe ho aur hum Dekhenge marketcast trend ek side pe ban raha hai to Hame Usi side pedrad Lagana chahiye Hame market ke Trend ke against Nahi Jana Chahiye is se Hame profit nahi hoga
            • #7 Collapse

              agar hum trend main reh kar trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay humay chahiye keh market main jald bazi bhi na karen kyun keh jald bazi main market main earning nahi aur trend say out ho kar bhi humay market main loss he hota hay humay sabar kay sath kam karna chahiye esmain
              • #8 Collapse

                g dear apnki baat bilkul theek ha humainy trend ko top or bottom se bilkul b mukhalif me trade nehi karna chahiey humainy os wakt bilkul andaza nehi hota ha kay trend me kitni strenght ha or kitna or continue move karay ga is se loss b zada ho sakta ha humainy bilkul ap ki baat theek ha kay trend kay sath chalna chahiey or trend par hi trading karni chahiey ku kay trend is our friend ha mostly traders trend trading par hi successful hotay hain jo trend kay against trade karay gay loss me hinrehay gay
                • #9 Collapse

                  G haan humain market kay trend kay against nahi jana chahiye kayab trend change ho jae ga kiun kay humain pata nahi hota kay market ka trend kitna strong hai kia pta jab hum entry lay rahay hon us time trend strong ho aur continue rahay is liye is liye trend kay flow kay sath chalna theek hai naa kay reverse trading..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend ka end na pakren ,trend k sath hi trade kren

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                    Friends kch dost only trend k end ko pakarte hain aur trend ki wapsi ka soch kr trend k opposite hi apni trades ko open krte hain jiski waja se unka kafi sara loss bhi ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye q k hamen ye pta ni hota hai k market ne kahan tak jana hai aur abhi ismen kitna dam hai ho sakta hai trend strong ho aur apni movement k sath hamara account hi na baha kr le jay isliye trend ka end na pakro trend k sath hi trade kro
                    Hamen chahie ki training karte waqt friend ko follow Karen Kyon Gate friend ko follow karke Hamen Achcha profit Hasil ho sakta hai trading karne ke liye Hamen Mohammed ke bare mein jyada Se Jyada Maloom Mat Hona jaruri hai isiliye Ham pahle trend ko follow Karenge FIR trading Karenge To Hamen fayda hoga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X