Rai for raging market not in trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rai for raging market not in trend
    Friends ham men se kafi new log rsi ko apne bonus account pe use krte hain aur sirf apni trades ko issi aik indicator pe hi chor dete hain to main un doston ko batata challun k rsi raging market men hamen bahot acha results deta hai but jab market aik strong trend men move kr kr rha hota hai to uss waqt Rsi k results better ni ni h hain isliye trend men Rsi ko ise na krna hi better hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G behtar main aap se iss baat pe fully ittefaq krta hoon aapki baat darust hai main ne bhi kafi time rsi ko use kia hai rsi hamen waqae raging market men bahot acha results deta hai but jab market strong moving men hoti hai phir uss waqt rsi 20 aur 80 pe ja k atuck jata hai lekin market to continue movement men rehti hai isliye rsi ko trend men na hi lena behtar hai
    • #3 Collapse

      Ranging market bhot dengrus trans hota Hy us wakt market long move kilie shadow bana rhi hoti aor jab correction banati Hy to us side pe kafi long move karti Hy pehaza is see bachne kilie hamen trade ko soch samj ke lagana chair ya phir sabar karna chair is men hamari behtre hy
      • #4 Collapse

        Han g apki bat thk ha k raging market trand main market ziada move krtti ha or bht hi ziada piint tk jati ha .is main bina sochy samjhy trade lagan bht hi galat hoa ha bhtr ha k trade soch smjh kr lagai jaye.or loss se bacha ja sky.aksar trader is ko achi move kehty hain or trade lagaty hain .agr achi jagha trad lagi to prifit acha hota ha .nahi to account bhi wash ho skty hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
          Friends ham men se kafi new log rsi ko apne bonus account pe use krte hain aur sirf apni trades ko issi aik indicator pe hi chor dete hain to main un doston ko batata challun k rsi raging market men hamen bahot acha results deta hai but jab market aik strong trend men move kr kr rha hota hai to uss waqt Rsi k results better ni ni h hain isliye trend men Rsi ko ise na krna hi better hai
          jump a Forex trading market Mein Koi Badi news aati hai dost I'm indicators Hamari help nahi kar sakte qk market ki news Achanak se Aati Hai all indicators se pehle se analysis Hote Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex market trend main move karti hay aur esmain 3 kisam kay trend hoty hay agar market ranging main move kar rahi ho to trade karnay kay moqay kam hoty hay aur hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay loss ka risk hota hay jab market up ya down trend ko follow karty huway move karty to hum market main ziada acha earn kar sakty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X