Forex trading k starting mein daily k 2 or 3 pips ki movement confirm krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k starting mein daily k 2 or 3 pips ki movement confirm krein
    Dear traders especially new traders mera ap sab ko aik mashwara hy k ap trading seekhty huye pehly aik cheez zroor seekhein k kisi bhi pair k 2 ya 3 pips ki up ya down movement ko confirm krein aur uss hisaab sy order lagaein to apko iska kafi faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai aap ny bahot zabardast point share kiya hy aur tamaam new traders ko in points ka khaas khayal rakhty huye trading krni chahiey aur agr koi new trader ye seekh leta hy k us ny kisi bhi pair py daily k 2 to 3 pips ki movement ki confirmation ka pata chala leta hy to us k liey kisi qism ki mushkil pesh nhi aaye gi future mein
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
      Dear traders especially new traders mera ap sab ko aik mashwara hy k ap trading seekhty huye pehly aik cheez zroor seekhein k kisi bhi pair k 2 ya 3 pips ki up ya down movement ko confirm krein aur uss hisaab sy order lagaein to apko iska kafi faida ho ga
      bhai aapne trading ke liye your boobs ka size bataya hai woh Bahut He Kaam Hai Kitne tips mein hum kuch profit nahi bana sakte Hame is Se Jyada awais que Le can't wait kar me Hogi
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        g dost ap ny juniors ko achi advice ki hy keun k hr aik new trader forex mein jab real trading start krta hy to usay market behaviour ki samajh nhi aati aur uski maximum trades loss ka shikar rehti hain is liey ye hr aik trader k liey zroori hy k woh pehly tamaam pairs ki movement ko observe kry aur kisi bhi pair k 1 ya 2 pips ki confirm up ya down movement py trade lagaye
        • #5 Collapse

          ye to zarori to nahe hai but friend app ko market k technical analysis jab ta kkernay nahe eain gay tab tak ap us main kafi bhe successful trader nahe ban sagty hain aik ya do pips ki movement say market app ko kio wazeaya trend nahe btati hai ap ko over all daily weekly chart k oper analysis ker k to pher he trade open kerni hoti hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
            Dear traders especially new traders mera ap sab ko aik mashwara hy k ap trading seekhty huye pehly aik cheez zroor seekhein k kisi bhi pair k 2 ya 3 pips ki up ya down movement ko confirm krein aur uss hisaab sy order lagaein to apko iska kafi faida ho ga
            2 st 3 pips per traded karne ka margin aapne bahut jyada kaam bataya hai agar Hum itne Thodi working Karenge toh Hame profit nahi hoga aur Agar profit Hoga abhi toh Woh na hone ke barabar hoga
            • #7 Collapse

              Dear frend ye aik acha idea hai short treading mai aisa he hota hai k hm pips k hisab sy tread lgaty hai or wo short tym mai he bhot acha profit dy jati hai es liye agsr hm daily ki yahe roteen bna ly to hm bhot asani k sath daily ki achi earning bna sakty hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex market main agar hum daily ki trade karna chahty hay to market ka theak say analysis karna chahiye kyun keh analysis kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he hum market main regular achi earning kar sakty hay jab esmain theak say time dain gay time dai kar seekh kar tab he achi earning kar sakty hay

                اب آن لائن

                Working...
                X