Indicators kaise kaam kartay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators kaise kaam kartay hain
    Dear members indicators tou hum khareed letay hain lakin koi bata sakta hai kay yeh kaam kaisay kartay hain kindly comments karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear indicators ki jo programmer nay programming ki hoti hai our meta quotes nay jis tarha us ki setting ki ho ge wo usi hisaab say work karey ga mt4 k andar kafi indicators hain to her iak ke apni setting hain our us mian us ko profit kerna our samjhna k leay ap ko time chahy koin k mt4 k indicators lagging indicators hain our us say app ko loss zeada hota hai ap ko khud say analysis kernay anay chahy technical bhe our fundamental bhe pehr he app forex say acha profit earn ker pain gay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Dear members indicators tou hum khareed letay hain lakin koi bata sakta hai kay yeh kaam kaisay kartay hain kindly comments karain thanks
      Indicators market Kate and Co analyse karne ke liye Hamari help karte hain lekin Kabhi indicator hundred percent right nahi hota indicators go watch karne ke bawjud bhi Hame market ke trend ko Jarur dekhna chahiye
      • #4 Collapse

        Dear brother aap jab indicator khareedati hain tou uss kay sath aap ko uss kay use ka tareeqa bhi batay jata hai lakin agar aap meta trader 4 kay indicators ko use karain tou woh bahut zayada effective hain aap ko profit dila saktay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          forex trading main indicators ki madad say he hum market main achi earning kar sakty hay en say humay market kay bary main pata chalta hay keh kaisay market amin trade ki ja sakti hay aur kaisay hum market main achi earning kar sakty hey es business main theak say time bhi daina chahiye

          اب آن لائن

          Working...
          X