Forex price per RSI kab aap ko dokha day ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex price per RSI kab aap ko dokha day ga
    Dear forex market main kafi saray loog trading oscillator ka uper kartayhain.
    Laikin aksar RSI Over bought ya over sold condition main raita hai.
    Or market rebound hoti hi nahi hai.
    Hamain aisa karna chiay kay ham RSI Ko trend market main use he na karain.
    Kiun kay is time hamain zada loss ho ga or insta bonus account wash ho jay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sahi hai mai aap ki baat se Ittefaq Karti Hoon Kyun Ki jitni bhi oscillators indicators wo Hame kabhi oversold yeah overbought market condition nahi batate hain MT4 ke andar Hamare pass r s i stochastic oscillator CCI Jockey Hame sirf or sirf divergence acchi Dete Hain opium trade kar sakte hain in mein se koi bhi indicator use kar sakte hain convergence Upar bhi operate kar sakte hain lekin uske upar trade karna bahut Mushkil Hai
    • #3 Collapse

      Bro jahan tak aap rsi ki baat krte hain to mere kahayal men rsi hamen raging market men to kafi helpful hota hai but jahan tak trend ki baat hai to ye indicator bilkul hi fail fai q k raging market men ye acha work ni krta hai isliye aap isse raging men use kro aur jab market strong trend men ho aap iss se door hi rho to aapke liye better hoga
      • #4 Collapse

        Bhai technical strategy koi bhi ho collapse ker he jati hai bus is k sahi times or market movements ki reliableties ko daikhna chahiye. RSI k points ko dekhna hota hai agar ye upper lines or candles k doji or hammar wgaira pe ap ko opposite or galat reading day rahi hain to fori use kerna band ker dain. or behtar yahi hota hai k do teen technical strategies or trends wagaira ko daikh len agar 90 % ok hai to follow kerain other hand wait kerna behtar hota hai.
        :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
        • #5 Collapse

          Forex market Mein relative strength car indicator relative strength index index indicator app coding behaviour of market mein Jab Bhi market xtrim friend Mein Hogi to aap ko bahut yaad aa raha hoga isliye aapko chahiye Apne instaforex Manasa counter oscillators are indicators ko kam use Kiya Kare Kyunki relative strength indicator range in market main aapko Jyada profit dega
          • #6 Collapse

            Brother forex market k leay mt4 main koi easa indicator nahe hy jo app ko kisi pair ki overbought ya oversold condition bteay ye sab lagging indicators hain aik volume indicator hy jo app ki forex main kafe help kerta hy our market ki future movement btata hy bit us ko samjhna kafe hard hy rsi cci our stochastic sirf divergences py trade kerna k leay mt4 k best indicators haen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
              Dear forex market main kafi saray loog trading oscillator ka uper kartayhain.
              Laikin aksar RSI Over bought ya over sold condition main raita hai.
              Or market rebound hoti hi nahi hai.
              Hamain aisa karna chiay kay ham RSI Ko trend market main use he na karain.
              Kiun kay is time hamain zada loss ho ga or insta bonus account wash ho jay ga.
              bhai trading karne ke liye Kabhi b a key indicators in Haseeb Na Kare Pehle Aap trading karte huye dhoti indicators ko dekhne all kids UP Board results acche Mile Toh aap us Saidapet rate kare
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X