Safe Trading In Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe Trading In Forex
    Asalam u alikum

    bhai ager aap forex trading main safe kaam kerna chahty hain
    to appko market aur news per bohat zayada kaam kerna paary ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g deatrmen ap ki bat sey agree kerta hn kih jin tarders hazrat ko tarding kerney men loss ata hy or wo traders hazrat safe trading kerna chahtey hen to in traders ko aik safe tarding men trading kerni chachye is k lye in traders hazrat ko har news parhni ho gi ta kih wo traders is sey maloom ker sakey k market ki movement kitni jaldi or kb ho rahi hy ................
    • #3 Collapse

      Aap ki baat theek hy laiken safe trading k liay aap ko loss py limit lagani ho gi ager aap loss ko limit nai karain gay to allah na kary market aap k against chali jay to yakeenan aap ka acount wash he ho ga iss liay always use stop loss
      • #4 Collapse

        G bahi theak kah raha hain agr forex mai kayab hona chata hain tu lazmi hai ka ap forex ki news pr nazar rakahian serf news s kuch nahi bana ga analysis bi hona chaya ta ka ap ak accha trader ban sakain forex mai safe trading bi in point ka base pr ho gi agr ap safe trading nahi krain gain tu ap ko loss ka samna krna pahra ga
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
          Asalam u alikum

          bhai ager aap forex trading main safe kaam kerna chahty hain
          to appko market aur news per bohat zayada kaam kerna paary ga
          Jeete Aap Ki Baat bilkul theek hai agar Hum Forex trading Mein achi trading karne Jaate Hain toh uske liye zaroori hai ke hum trading karne se pehle pura plan Banaye aur Market ki news baby Nazar rakhte
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat ay agree karta hon agar hum achiii aor safe trading karna chahty hain acha profit hasil karna chahtu hain to hamen market py analysis kar k hi trading karniii chahiye aor khas tor py hamen news py bhe tawajo deniii chahiye q k k news bahut zyada effect kartiii hain trading py
            • #7 Collapse

              Billkull achi aour mahfooz trading he behtar ha safe trade karen trading main stop loss lagaen keon iss trade maen insan jitna mahir ho jaey nuqsan ka khatra rahta ha yahan faeday ke bajaey nuqsan hoga
              • #8 Collapse

                ji bulkul bhai news trading tu sub say best hy but agar ap low balance ma ziyda bhari lot lagye gye tu tab be account wash huna ka darr huta hy so safe trading k leye humain chaye k hum min lot 0.01 say trade kary or experience hasil kary.
                • #9 Collapse

                  Agar aap bhi Forex trading Mein safe trading karna chahte hain toh uske liye aap ko bahut sari cheezon ka khayal rakhna chahiye jaise Apne emotions par Kabu Rakhna aur apne greets for beqabu Rakhna agar aap chahte hai kya aap ek acche trader Bane toh aapko chahiye K achi si trading Kare Taki aap ko bhi Ek senior member Kaha jaye aur ek expert trader bhi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se garee hun forex trading main hmain news se market ki hlalat ka pta chlta hai es liye hmain es bat ko mind main rkahna chahye k aghr hum ny apni trading main best entry leni hai tu hmain market ko achi trah chek kar elna chhaye q k es k bary main hmain knowledge ho ga tab he hum acha kam kar skty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X