loss is a taecher

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading main hum ko loss se ghabrana nahi chahiye kion k jab bhi hum ko loss hota hai to hum kuch na kuch zarur seekhty hain aur hum ko apni ghaltion ka pata chalta hai iss liye ye kehna bilkul theek hai k loss bhi aik teacher hai jis se hum kuch na kuch zarur seekhty hain. Yad rekhain kabhi bhi market ki wapisi k chaker main apny loss ko ziada na hony dein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ap es bat ko forex py hi srf implement na kryn blky yh to zindgi KA rule hy kyh AGR ap nuksan nhi krty to ap jeet nhi skyn gy or na hi ap ko jeeny KA maza aay ga or zruri hy kyh ap ka Jo bhi nuksan ho us sy seekha jay or sekhyn ky liy best hy kyh ap KA jb bhi nuksan ho to ap pryshan na hon or na hi him at haryn blkul cool mind sy sochyn kyh kahan galti hui Ab much bhai yh bhi khyn by kyh cool mind kysy hua jay to byhtr hy k ap pani peeyn or kuc dyr aram kryn or kam na kryn jb gusa or pryshani KTM ho jay to phir dykhyn kyh galti kahan hui hy or us galtibsy sekhyn or yhi rules ap apni zindgi py appley kryn kun k aysa kryn sy ap apny character kinnislah bhi kr skyn by or apni life ko acha bhi bna skyn hy or ap kitny bhi kamyab logon ko dykhyn by WO motivated and good abilities and sences ky malik hon by...
      • #18 Collapse

        Re: loss is a taecher

        Friends are my aapki bahut sari Karta Hun Ki Rashi Hamara sabse accha teacher day hai agar ham log se lesan Hasil Karenge to hi Hamen kamyabi Hogi aur ham Ek Achcha profit Hasil karne mein bhi Kamyab ho sakte hain Hamen apni mistake ko improve karna hoga ab Ham Kamyab Honge
        • #19 Collapse

          Re: loss is a taecher

          ap nay theak kah hay kh loss ap ka teacher hay kah ap ko batata hay kah ap nay kis jagha ghalte ke hay agar ap chahtay hain kah ap ko agle martab loss kam sy kam ho to ap ko chahya kahap apnay loss sy seekhanay ke koshehkarain to ap kay laya acha rahay ga agar ap chahtay hain kah ap ko fiada ho to ap ko seekhana ho ga
          • #20 Collapse

            Re: loss is a taecher

            G Han dear friend loss aik teacher Kay Kam Kay taoor per hota hay ager koi apni ghaltiyoun ki wajah say sekhnay Wala ho tu woh sekh sakta Hy aor teacher bhi Ban sakta tu iss liey zrori Hy tu hamko chaiey Kay ham loss say jetnii bhi ghaltiyan hoi hn ham us ko door ker acha profit hasil ker skatay hn
            • #21 Collapse

              Re: loss is a taecher

              assalamu alaikum ummid hai kya aap sab bilkul theek honge ji aapane bilkul theek hai loss is a teacher ham log se bahut kuchh Sikh sakte hain agar hamen gruffalo sota hai to fir Ham pagal dafa dekhte hain ki Ham re Kahan mistake ki thi aur ham use mistake se avoid karte hain isliye kya kaha jata hai ki Los ek bahut hi Bada teacher hai agar Ham apne loss se Sikh kar kamyabi hasil kar sakte hain hamen chahie ke apni galti Ko najarandaaz Na Karen
              • #22 Collapse

                Re: loss is a taecher

                ge bilkul apki bat thek y agar ap chahty hain keh apny loss se learn kr saken aur apka loss repeat na ho to apko chahye keh demo account pay maximum experience hasil karna chahye . is klye zarori hy keh apko apni mistakes se preshan hony ki zarort ni y mistake ko planing ke sath dobara sekhen aur agar ap chahty hain keh apka account grow kar saky to apko apny loss se sekhna chahye aur apko apny loss ko repeat ni karna chahye aur apkko chahye keh ziada se ziada elarning karen .
                • #23 Collapse

                  Re: loss is a taecher

                  assalam walekum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ji aapane bahut acchi baat ki hai jab tak insan ko life mein loss nahin hota usko sikhane ke liye kuchh nahin milta loss hone se insan ko life mein bahut kuchh sikhane ko milta hai yah insan ka jindagi mein aisa sabak labh milta hai jis Seva ko ek teacher ban jata hai shukriya
                  • #24 Collapse

                    Re: loss is a taecher

                    Bhai loss sy insan sekta hy aur hmain pata hy kb hm loss ko kasy face krty hy agr ap ka work acha ho ga to us sy ap ko kafi kuch milta hy jo kh ap ko kamayb bi banta hy apny kam ko soch samjh kr krna ho ga jo kh hmary ly bhot ahm hy yai chez bm ko kamayb banati hy aur apny kam.ko daikh bhal kr kna ho ga jis kly hamri earning bi achi ho gi jis sy kafi kuchs ekh paty hy
                    • #25 Collapse

                      Re: loss is a taecher

                      sometimes Ham logon ko yahan per bahut achcha profit hota hai aur sham x Ham logon ko bahut jyada nuksan hona shuru ho jata hai ine donon ki reason yah hai ki agar aapke pass achcha experience hai to aap log daily basis per acchi amount nikalna shuru kar denge agar achcha experience nahin hai to aap log kabhi bhi kamyab nahin ho sakte
                      • #26 Collapse

                        Re: loss is a taecher

                        Assalamu alaikum my dear friends meet karta hun ki aap log khairiyat se Honge Forex Se Jyada Se Jyada profit cancel kar rahe Honge Kamyab ego Apna Muqaddar bana rahe Honge ji R man bhai chanr aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapke paas hai agar inke loss is a teacher nuksan aapka Ustad hota hai aur do log Apne teacher ki baat nahin mante bolo kabhi bhi kamyabi ko Hasil nahin kar paate isliye aap Logon Ko chahie ki aap apne teacher ki baat Mane Aur kamyabi Ko Hasil Kar Paye ok karne ke liye aapko Apne Jaruri Hota Hai isliye mehnat Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: loss is a taecher

                          Assalam o alaikum.gi han dosto mere khial se loss aik bahut hi acha teacher hae q k agar hamen kbhi bhi loss ho jata hae to hamen preshan nhe hona chahie .balke next time wo galti na dohraen esa strategy based work krna chahoe.looss ki waja se ham sekhte hain k next time ham acha work kren ta ke hamen dobara loss na ho.shukria.
                          • #28 Collapse

                            Re: loss is a taecher

                            assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun FIR ek se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai ke lost hamara ek teacher hai hamen lost se bahut kuchh sikhane ko milta hai to hamen loss hone ki Surat mein pareshan nahin hona chahie balke hamen jyada mehnat karni chahie mehnat karne wala insan hi kamyabi hasil karta hai to jyada se jyada mehnat karke kamyabi hasil Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: loss is a taecher

                              Assalamu alaikum ji Bhai trading account mein loss bhi hamare liye teacher hai to Kya mujhse bahut jyada learn karte hain agar mein loss Na Ho to Ham kabhi bhi jyada Na Kar paye aadhar ki profit uthana lag jaaye to trading mein FIR vah maja nahin rahata to jaroori hai ki hamen loss bhi ho profit ke sath aur aapka kaun kabhi washout nahin hoga koshish karen ki jyada lot size na lagaen lot size mention normal rakhen agar jyada not Laut se lagayenge to account was a jata hai yah jyada last mein Chala jata hai jisse a hamen kafi kuchh sikhane ko milta hai lost bhi main usko sikha kar jata hai agar aap loss karte Hain to fir aap market ko bitha andaaz mein samajh sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: loss is a taecher

                                Assalamu alaikum my dear Forex members how are you I hope you would be happy and healthy with the grace of Allah Al Mighty Mein aaj aap sabse yah Kahana chahti hun ke Pakistan Forex forum Ek bahut hi Vasi business Jaenge bahut hi Achcha business hai aur Hamen chahie ke Hamen ismein Jyada Se Jyada mehnat Karne chahie Agar ismein Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen Pareshan bilkul Nahin Hona chahie balke Apne loss ko recover Karne Ka Tarika sikhana chahie aur Hamen Apne senior se Raabta karna chahie Unse rahnuma Hai leni chahie aur Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Pareshan bilkul Nahin Hona chahie main use bilkul Nahin Hona chahie balke Allah Tala per yakin rakhkar Hamen Apna Kam again and again try karna chahie Hamari koshish kabhi bhi Rahega Nahin Jaati Hai Main Bar Bar koshish Karte Rahana chahie Ham Itni Jyada koshish karte hain Hamare utna hi experience increased hota hai agar Ham Soch samajhkar work Karenge To Hamen na Kami Kasam nahin karna padega Hamen loss Nahin Hoga isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Apne work per focus Karke Soch samajhkar relax hokar kam Karen jaldbazi na Karen lost chahie To Ham sikhate hain na Agar Insan hi Galti karta hai to use Galti Ke bad hi vah sakta hai loss Hamara teacher hai yah Hamen sikhata hai ki Hamen kya karna aur kya Nahin Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Bal Kale or story cover Karne Ka Tarika sikhana chahie aur loss Se Hi To Ham sikhate hain na

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X