loss is a taecher
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss is a taecher
    dear respected member of pakistn forex forum kia ap janty hain k har kism ka loss bhi aik teacher hota hy. q k jab bhi apki koi trade loss main jati jhy to ap aik tahaiya karty hain k ap ny next time ye galati nai karni q k ap na is loss se sabaq seekha hoata hy is lie ap APNY LOSS ko apna boss man e to acha hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main trading k doran loss ho jana waqy e aik seekhny ka moqa deta hy aur ap loss ko teacher keh sakty ho aur jab bi ap sy forex trading main trading sy loss ho jay to ap ko chahiy k ap hony waly loss ko note kr lo aur us ko seekho k ap ko kio loss hova kis waja sy loss hova aur dobara us waja sy kbi bi loss na dohrao to yeh hony wala loss ap k liy aik teacher ki hesiaat rakhy ga
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: myfxpk2 پيغام ديکھيے
      dear respected member of pakistn forex forum kia ap janty hain k har kism ka loss bhi aik teacher hota hy. q k jab bhi apki koi trade loss main jati jhy to ap aik tahaiya karty hain k ap ny next time ye galati nai karni q k ap na is loss se sabaq seekha hoata hy is lie ap APNY LOSS ko apna boss man e to acha hy
      trading main loss traders ka sabse bada teacher hai Kyunki Jab traded Scholars hota hai tu Toba traders apne liye dost ki wajah dekhte hain aur phir usse learn Karte Hain ke future Mein Hum Aise mistake Karke lost Na Kare
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        slaam to all forum members...hum wasa to forex sekhina ka lyia boht jaga pr net surfing krta hian kabi signal dodnta hain kabi analysis dekhta hain lakin iyk cheez hum bol jata hain wo ha hamari mistakes hum apni mistakes sa nahi sekh pata hala ka har galti ka andr iyk lesson hota ha ur jo lesson da wo hamri teacher hota ha is lyia app ko is teacher ka dyia howa lesson ka barha main bhe sochna chye...
        • #5 Collapse

          Elastic both Hai Bada teacher hai agar aap ko kabhi bhi last nahi hota toh aap kabhi bhi Ek acche trader bhi nahi ban Sakte Kyun Ki Jeet ke liye last both others Zaroori Hota Hai ISI vajah se aapko last bhi last me karna chahiye Kyunki jab tak aap ko last nahi hoga aap kabhi bhi profit Tak Nahi Sakte isiliye profit Tak jane ke liye aapko last last me karna hoga tabhi aap ek acche today bhi Banayenge
          • #6 Collapse

            har trah ka loss hmary liye aik teaching chor k jata hai aghr tu hum aik qabil trador bnana chahaty hain tu hum apni glatuin se he best trading sikh ksty hain es liye hmain chhaye k jub bhi hmain lsos ho hum apni tading ko learning karen or zedyda mahnt karen q k jub hum mahnt karty hain tu hmain wohi dobara galti nahi karni parhti
            • #7 Collapse

              Yes yeh ap ny thek kaha hy is mn agar humeny koi bhe loss ho ga tu huemny chayeh k hum is mn isnko tawajah sy kaam kary is lye humeny boht faida ho ga is lye k hum os ko tawajh sy kaam karna chayeh is mn humera loss jo hy wo humeny boht faida dy jata hy humey future mn is lye os mn humeny in ko focus sy sakhna chayeh...
              • #8 Collapse

                Assalamualaikum Bhai aap ki baat Kafi had Tak theek hai agar nuksaan Ho toh Insaan Jada Bedar sakta hai lekin uske liye aapko woh reason note Kar Ke Rakhna padegi Takia next time aap same mistake Na Kare Kisi diary yeah not par right Kar Ke Rakhe
                • #9 Collapse

                  yes dear ye bat bht haqiqt par mabni hy k jab tak ap loss nai karo gy tab tak ap seekho gy nai.. ap philps k example le skty hain.. philps ny bulb banay kliy 2000 tajurbaat kiye.. aur wo kehta k har failed eprience se main kuch na kuch seekh jata.. shukria apka.. forex main b jo daily new strtegis ati hin wo b loss ki wja se research krny k waja se ati.. me is se bht seekhti hun
                  • #10 Collapse

                    yes is min koi shak nai k koi bhi field ho hamain jub tak lose nai hota ham kisi bhi cheez ko samjhtay nai hain k yeh kia cheez hay is main sahi kia hay aur ghalt kia hay aur jub hamain koi lose hota hay to hamain us cheez ka aehsaas hota hay us cheez ki kami hoti hay tab hamain pata chalta hay k is ki aehmiat kia hay yeh wo lose he hay jo hamain aik teacher ki tarha samjhata hay aur hamain guide kartahay.
                    • #11 Collapse

                      G loss sy hota tu nuqsan hy lkn iss ko hmy mufeed bna skty hain. hmy loss sy kafi kuch seekh sckty hain missal k tour py jo ap ko loss huwa ap uss py sochain k ap ny kon c ghalti ki hy. uss ko apny pass likh lain agli trade mai uss sy bachain. iss tra ap apny loss sy kafi had tk future mai kafi achi trading ka experience hasil kr skty hain
                      • #12 Collapse

                        Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hy. me ye samjta hon k har wo chez hamra teacher hy js sy ham sabaq hasil kart han . or business me hmaen sab sy zeyada loss he sabaq sekhata hy.
                        • #13 Collapse

                          ap ki bat sey agree hu aysa hi h agr ap real trding me loss nhi hu gey tu ap apni trading ku bhter nhi kr pye gey aur ap ku trading seekhne k lye ap agr trding me thora boh loss krey gey tu ap is sey sbaq seekhay gey ju ap ki trding ku aur strong bnye ga aur ap agay aney wali trding ku apni traf sey bahter bna kr bhtr eaning krey gey.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein agr kise ko loss hota hy tu wo loss har trader ki kiae galti ki waja se hota hy agr hum apni mistake ko dekh kar un mistake ko cover kartay han tu wo us loss se bhi sekh saktay han is liye achi trading k liye apne loss se bhi sekhna cahaiye aur acha trader tab hi ban sakta hy jab wo apni mistake ko cover karta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear trader's,
                              Jesa k Har insan apni ghaltiyon se sekhta he.usi trah forex trading me bhi insan loss se sekhta hy. Loss trader ki ghalti ki waja se hota hy. Loss ak teacher ki trah hy forex me.pas forex me apni ghalti or loss se ak seekh liya kren or dubara us ghalti se bacha kren.
                              Shukriya.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X