Risk in Forex Investment?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Fore main risk bohot hi high level ka hota hay kisi bhi dunya kay kam main itna risk nahi hota maray khayal say jitna is kam main hota hay kun kay ya to hamain loss ho ga ya profit ho ga.so ye aik boht hi risky business hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      bhi g ya to ap ko pata hay k forex trading aik riski bissness hay or risk to her bissness may hota hay or forex trading bie aik international bissness hay jis may risk bhot zada important hay or ap forex trading may jitna zada invest kary gay otna hi zada ap forex trading mauy profit kama sakty ho
      • #438 Collapse

        forex trading mai app ko earning ke liye aik dafa risk to leena parta hai kion ke app ager kisi kam mai risk nahi lete to app kuch earn nahi kar seeteekuch earning ke liye kuch to khona parta hai ye aik online bussines hai
        • #439 Collapse

          Forex is a highly potential market for frauds and scam artists. and it is very highly and lowly risk in forex trading market hain q k ziad profit ke kaye aur kam profit ke laye investment krty hain aur ham zaida investment me ziad profit hasil krty hain. kam investent me kam profit milta hai.. ye trading ki kasusiat hai
          • #440 Collapse

            g han g bilkul thk bat ki ha ap y k yaha py jitni bhi invesment ki jay risk py hoti ha lakin her business ma isi trah hota ha risk to life ha agr risk nai to life nai so hmain drna nai chahy balk bhaduru ki trah samana krty howy risk ka smna krty hwy kaam krna chahiy.
            • #441 Collapse

              jii haan dear hum sub log ye jaaante hain ke forex ka businesss aik risky business hain kun ke is business mian profit ke ssath sath losss ka samna karna part hain
              • #442 Collapse

                Baat yeh hay janab profit or loss har businees mein hota hai per agar insan har businees ko soch samaj kar karey to loss k chances kam hotey hain aur trading bohat hi profit able business hai....
                • #443 Collapse

                  ya bat ap ke ik teha to theak ha k forx mai invast kerna loss bhe ho sakta ha aur ager ap ko acha knowledge ho to ap earng bhe ker saktay ha aur her karobar mai loss aur profit dono he hotay ha
                   
                  • #444 Collapse

                    forex mai risk to hoti he ha lakin ap ko ya bhe pata ho ga k her business mai loss aur profit hota ha forex mai bhe loss aur profit dono kertay ha
                     
                    • #445 Collapse

                      daer kissi bhi businees main risk na hona na mumkin hai har business main risk hota hai . risk lai sy hai aap k pass confidence aata hai or aap ear bhi karty hain
                       
                      Azadar Morai
                      • #446 Collapse

                        Yeh to sahi kaha hai ap ny agr hum investment krty hai forex main real account main to iss main loss k boht chjances hoty ai hamein . Forex business agr ap ko ata hia to theek wrna pahly iss ko sekhin ap phr investment krein iss main .
                        • #447 Collapse

                          agar apk pas proper knowledge ho to apki investment kabhi bhe zaya nahe ja sakte ya usay riski nahe kaha ja sakta hai
                          • #448 Collapse

                            Investment is not risky for them who has a good trading skill and trading knowledge. But for every new trader investment is so risky. so we have to learn the business first.
                            • #449 Collapse

                              Forex main invest karna to risky nahin hai.agar aap nay invest kia hai to aap ka paisa secure hai or aap wapis pay lay sakty hain.risk trading main hai.trading karty time emotional nahin hoona chaheiy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Forex aik bht risky business hai so is mei trading bht carefully karni hoti hai and in the start hamain low risk k sath trading karni chahye and jab hum trading k bary mei full experience gain kar lein then hum high risk lay sakty hyn and risk ko handle kar sakty hyn so hamain trading mei risk ko manage karny k lie risk management zaror karni chahye taky kisi bhi bary loss se save reh saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X