Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Duplicate post ko delete karnay ka tariqa
    Dear friends agar hum nay post ki hay to internet ki waja say humari posts duplicate ho gai hay to humary pass aik option hoti hay aur wo ye keh hum khud us duplicate posts ko delete kar sakty hay eskay liey humay edit posts par click karna hay then wahan par delete ki option aa rahi hoti hay wahan par click karen gay to wo posts delete ho jaye gi nechy picture main samjh sakty hay
    Click image for larger version

Name:	Delet.jpg
Views:	1
Size:	89.1 کلوبائٹ
ID:	12462095
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

    Ji bilkul Agar aapka koi pest duplicate show Ho Jaaye aur mostly ISI vajah se hota hai ki aapka Jo connection hai vah aapke paas available Nahin Hota aur Kafi time tak Uske hi circle mein ghumta rahata hai aur 10 ya 15 second ke bad Jab vah post hota hai to use per duplicate ka option A jata hai aur is post ko aapane delete karna hai delete kaise karenge Jab aapka post ho jata hai to aap apne post per jaate ho aur Udhar aapke pass Jo post Ke Niche options Hain Udhar likha hoga post ki tarmeem Jaise aap use per click Karoge To aap ko FIR niche save changes aur delete ka option A Jaega Udhar aap ne use post ko delete karna hai is tarike se aap delete kar sakte ho
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

      Very good dear friend aapane bahut acchi post share Kiya aur Na Lage full hai ya eunuchism Kannale Jo Mujhe pahle Nahin Pata Tha aapka bahut Shukriya basically Pakistan Forex a form per Ham Apna Achcha knowledge experience share karte hain aur Hamen karna bhi chahie Kyunki Yahan per Ham sikhane ke liye Aate Hain Hamen Yahan per Jyada Se Jyada knowledge or experience learn karna chahie Taki Hamen Forex trading ke andar easily e approach Ho
      • #4 Collapse

        Re: Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

        Bilkul ap nay bahot achi trha sy smjha diya hai k kaisy agar koi post dobra show ho jati hai tu osy kaisy khtm karen gay. Yeah asl mn is waja sy hota hai k agar apka internet connection slow ho ya phir ap nay 2 bar click kar dia hua tu post 2 bar show ho jati hai. Lakin agar ap khud os post ko khtm nahi karo gay tu pak forum ki admin team is mamly mn bahot active hai wo apki post ko khtm kar day ge.
        • #5 Collapse

          Re: Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

          g han p nay achi bat ki hy agar hum say koi posts dublicate ho jay tohum es ko delete bhi kur saktay hain ap nay shi kha hy humari posts dublicate es waqt hoti hain jub internet connction slow hota hy ya hum 2 bar click kur daytya hain es wajh asay humari post dublicat ho jati hy to es pay humain tension laynay ki zrorat nhi hy hum es ko delet bhi kur saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

            Dear aapane ek bahut hi acchi post form per share ki hai aur isase kafi members ka knowledge bhi jyada ho gaya hai aur sab ko maloom ho gaya hai ki agar unse koi bhi ek post aur do bar send ho jaaye to un donon mein se kisi bhi ek post ko kisi tarah se delete kiya ja sakta hai aur jo picture aapane share ki hai isase members ke liye learn karne mein aur bhi aasani ho gai hai isi tarah se hi har ek member ko apna experience forum per share karna hoga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Duplicate post ko delete karnay ka tariqa

              g han ap ny bhot achi info shear ke hai esi tara delet krna cahiyay dear duplicate post ka hum ko koi bonus nhi milta . agr aap se anjany me aysi post ho gai hai jo ap ayk bar pehly submit kr chuky hon. to us post ko delete kr dyn. kyo ky us ka koi faida nhi hai . apko apki ayk hi post ka reward mily ga agr us ki quality achi hoi to . fazool post ka koi bonus nhi milta. so dosto sahi soch smjh kar dil lga kr kam kryn.
              First LEARN Then You Can Remove The "L"

              اب آن لائن

              Working...
              X