robots lifetime k liye hotay hain ya in ka prograam kuch dair k liye hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    robots lifetime k liye hotay hain ya in ka prograam kuch dair k liye hota hay?
    dear yeh jo ham robots buy kartay hain in ka kaam lifetime ka hota hay ya yeh thoray arsay k baad apna prograam kho bethtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    janab yi forex mai robots kuch nahi hoty yi sab hmari khud ki pedawar hy jo ky mai samjhta hio thek nahi hy ager aisa ho sakta tu pr yi forex khatm hi ho jata is sy tu loss hi hota broker ko is liya ziyada behtr hy ky banda manvel trade hi kary tabhi theek rahy ga yi robots kuch time tak hi kam karty hy yi market ki ik hi side ki movement pakarty hy..
    • #3 Collapse

      Dear robots koi life time kay lye nahin hotay inn ka operation different different hai aur behtar hai kay aap apni trades ko difficult na banain aur normal trading khud se karain ta kay aap ko market ka experience bhi hota rahay
      • #4 Collapse

        Dear brother aap robots ki settings tou khud se kar saktay hain lakin yeh life time wali baat inn mein koi nahin hai aur robots se aap ko market ka experience nahin hota iss se manul trading bahut zbardast hai
        • #5 Collapse

          Bhai main tou jab sy forex market main trading ker raha hun tou main mobile sy hi trading ker raha hun but Shyed mobile sy ham robot nehi laga sakty ya phir mujhy uska idea nehi hai tou main is bary main koi raey nehi dy sakta ky robot life time ky liay hoty hain ya short time ky liay ky abhi tak robot use kerna tou darkinar main ny tou robot dekhna tak nehi hai
          • #6 Collapse

            Dear friends, robots life time k leay nai hotay bal k wakt ki zarurat k pesh nazar traders un ki settings and strategies ko change kartay rehtay hain...but friends, robots ka use traders k leay loss ka sabab ban sakta hay, specially jab koi news market ko affect kartay hay to us wakt robot trading say lazmi loss ata hay.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading main trading robot sy kerny ka matlab hy k ap kisi short cut k zareey forex trading main trading krna chahty ho aur yeh aik acha trader bnny k liy sahee ni hy agar ap chahty ho k ap forex trading main bahut ziada kamyab ho to ap ko chahiy k ap kisi bi robot ki help ni lo blky sab kuch forex trading ka knowledge aur skills khud seekh k kro ta k ap ko forex trading main trading sy aik na khatm hony wala profit ahuru ho jay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear yeh jo ham robots buy kartay hain in ka kaam lifetime ka hota hay ya yeh thoray arsay k baad apna prograam kho bethtay hain?
                robots to hum lifetime ke liye purchase kar sakte hain lekin Hume robot set reading karne ka fayda nahi hai Kyunki Hame manual trading nahi karni Aayegi Aur Hum Kabhi acche traders nahi ban Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL

                اب آن لائن

                Working...
                X