Ik pair pr ik se zaida trading lgana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ik pair pr ik se zaida trading lgana
    I think forex trading m ik pair pr ik se zaida trading wala option boht he zbardast a agr Ap ko 100 signal milty hain to bjay k Ap kisi doosry pair pr trading kary ap Apny Captial k mutabaq ik pair pr he zaida trade lga kr profit bna skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ap kI bat kise had tak thek ho sakti hy or ap tabhi ik hi par ma profit ly saty hy jab ap ko us ki mukamal knowledge ho tabhi yi mumkin hy per behtr yahi hy ky 2 ya 3 pair ap o rakhny chahiyatakyagr ik pair ki movement na o u din yawo samajhmai naaraa ho tu 2 optio use kiya jay rasani sy tade ho jya gi.
    • #3 Collapse

      Bhai agar aap aik pair per aik se zayada trades lagatay hain tou yeh aap kay lye mushk paida kar saktay hain kyun kay agar market opposite move kar gae tou aap ko bahut bara loss ho sakta hai jis ko aap control nahin kar saktay
      • #4 Collapse

        yes dear, mn ap ki bat sey agree kerta hun kihhumen sirf or sirf aik pair per aik sey ziyada trading nai lagani chahiye ku kih aisa kerney sey hum loss sey bch saktey hen or hum profit acha hasil ker saken gey ........
        • #5 Collapse

          Agar apka account balance sufficient quantity main hai tou ap different pairs main aik aik trade open ker lain lekin aik hi pair main kei trades both directions main open ker lena bamesha nuqsan hi deta hai ky agar aik trade main lrofit hasil hota bhi hai tou other mai loss chalta rehta hai aur same loss ko recover kerna bahot mushkil ho jata hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Brother yeh tou aap kay aacount balance pe depend karta hai agar balance zyada hai tou aap aik se zayada trades laga saktay hain lakin agar balance kam hai tou iss ki koshish na karain aur aik hi teade per guzara karain

            اب آن لائن

            Working...
            X