if you want to improve your trading, blame yourself when you get loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    if you want to improve your trading, blame yourself when you get loss
    maine aik baat observe ki ha agar humey best trading perform karni ha tou hum khud ko blame karen gay jab b loss hoga k hum ne analysis theek tarah nahe keye ya humay loss bar bar face kerna parr raha ha tou kahin na kahin humari strategy humari skills ka issue ha then yakeean hum khud ko motivate kerk loss pe control karen gay humari trading mei behtri ay gi lehaza jab loss ho khud ko blame karen aur seekhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well boht achi bat ki hay ap ne humae loss hira bhi humari apni mustake ki eajha se hay aur humae is bat ko manna bhi cahiay aur apni mistake ko follow kar k us mistake ko khtam karne ki kisish karni cahiay k na k hum loss hibe ki surat main market ko blame kare yehunari khud ki mistake hoti hayvaur humare knowledge main kami ki wajha se bhi aesa hi sakta hay so ye dekhe k ap ae kidar kon se muskate huwi haybjis wajha se humae loss huwa hay aur us mistake ko khtam kare ap
    • #3 Collapse

      G dear ap ne thk kahabha k hamain agr trading main koi mushkil a rahi ha ya ham bar bar loss kr rahy ha to is main hamari galti ha .hamari knowledge main kami ki wajh se hi loss h aor hamain trading main mushkil paish ati ha .hamay apny ap ko balam krna chaye na k market ka kasoor ha nahi kisi or ka ..
      • #4 Collapse

        ap ne aksar dekha hoga k traders blame kartay hain broker ko ya jis se guide le rahay hotay hain usko blame kar rahay hotay hain wo khud apni trades k responsible hotay hain ye baat wo bhool jatay hain agar koi mistake karay ga mistake se loss karey ga tou wo khud blame karay ga tou usko improvement ka moka milay ga aur wo apni trading mei behtri lay ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Ji haan janab ap ne bilkul theek baat ki hai loss jab bhi hota hai us ki main waja hum hi hote hain market ko humain kabhi blame nahi kar sakte loss ki main reasons lack of knowledge no experience disturb mind hai so plz learning aur practice bhi khub karni chahye and stretagy aur planing bhi humain successful trader bnati hai

          اب آن لائن

          Working...
          X