Best tools for drawing
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best tools for drawing
    Friends hamen chart ko analys krne k liye difference kisam k tools ki zarurat hoti hai jo hamen mt4 pe aasani k sath mill jate hain hamen in tools ka samjhna bahot important hota hai i n tools men febonaki retracment aur trend line sab se ahm hote hain hamen inka usage k bare men knowledge hona bahot zaruri hai ham tabhi trading men kamyab ho sakte hain otherwise ham kabhi khud se analyst ni bn sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaisy ap ne agar chart par koi kaam karna hai ye ap ne ais mai chart banay k liay tools use karny hai to bahot sary aisy tools hai jo ap ais k liay use kar sakty hai aor aun se ap apny chart ko acha bana sakty hai aor logo ko send kar sakty hai kun k ais mai ap k chart par resistance aor support to normal mt4 mai hi lag jati hai baqi koi bhi tool sath use kar sakty hai,
    • #3 Collapse

      G han jnb main aapki bt say agree karta hun waiqa bht say tools aisay hain jo mt4 pr mil jatay hain is liye to mt4 best hai aur agar aap chart bananan chahtay hain to mind main rakhain k sada chart behtar hota hai q k is main samajhnan bht easy hota hai aur chart ko ziada complicated nan karen ziada tools use kar k ..
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        G han ap ne achi information share hay newbis k sath jo log grag bnna ya chart bnna nai jante unhe is se help milay gi k wo kis tarha se chart bane aur tools ka istnal kese kare aur unhe ye tools kidar se hasil ho sakte hay wo in ka istmal kis tarha se kar sakte hay in tools k istmal k bad hi ap ache analysis bhi kar sakte hay aur in ko kese use karna hay ye bhi jan sakte hay

        اب آن لائن

        Working...
        X