Do not depend on luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not depend on luck
    ​Dosto forex trading main kabhi bh apny qismat per depend na kren forex trading aik business hy koi lottery ya juwa ni, ye thk hy ke kabhi kabhar ap ki luck ap ka sath day jaty hy lkn aisa kabhi permanent ni hota ke ap hamesha luck hi ap ka sath day, to ap ko chay ke luck ki bjay mehnat kren forex ko pehly learn kren mehnat kren then ap forex main kamyab ho sakty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai Forex ek international business hy ye koi juwa ya lotry waqi ni hy k is mein ap ka luck chaly ga forex ka inhsar totall mehnat par hy jitni mehnat utna profit jitna ziyada hard work utna ziyada profit to sirf mehnat karein forex mein apni qismat ka bhrosa kisi kam mein na kiya karein bus mehnat kiya karein kamiyabi hi kamiyabi ho gi forex mein bhi aur zindagi mein bhi
    :1f63b:​BE HAPPY
    • #3 Collapse

      Dear ftend hmary har kam mai kuch na kuch hisa luck ka b hota hai laken agar hm yr soch kar mehnat karni he chor dy k jo kuch kary gi luch ke kary gi wo galt bat hai hmay apni luck k sath sath apni mehnat sy kam karni chaye ta k kamyab ho saky .
      • #4 Collapse

        ji han sahi baat hai bilkul luck pe hi dependent nahi hona chahiay insaan ko khud mehnat karni chahiay jis ka reward aik din us ko zaroor milta hai lekin kuch log aesy bhi hoty hain jo trade laga kay kehty hain kay luck hua to chal jay ga jo hua wo mil jay ga aesa nahi karna chahiay agar aap sab kuch luck pe chor den gay to aap trading mein expert kesy banen gay or aap ko trading kay bary mein knowledge bhi nahi mil saky ga is liay aap khud seekh kar trading karen luck pe dependent mat hon
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa profit lane ha to per hum ko chaheya ka hum apna hard work pa focus kara or apna luck pa depend na kara ager hum luck pa depend karta ha to per hum ko loss ka chance bohat zeyada ho sakta ha es leya don't not depend on your luck ager ap profit lana chahaye ho to per ap ko chahaye ka ap khude hard work karta raho.........
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
            ​Dosto forex trading main kabhi bh apny qismat per depend na kren forex trading aik business hy koi lottery ya juwa ni, ye thk hy ke kabhi kabhar ap ki luck ap ka sath day jaty hy lkn aisa kabhi permanent ni hota ke ap hamesha luck hi ap ka sath day, to ap ko chay ke luck ki bjay mehnat kren forex ko pehly learn kren mehnat kren then ap forex main kamyab ho sakty hn
            yes bro ap ne thek kaha ye koi juwa nai ya lottery nai jo luck sth de ga luck sth deta hai lakin kbhi kbhi har bar nai or wo bhi just ek tuqa lg jata hai usy luck mt smjhain business hamesha mind sy hota hai mind ki game hoti hai sari apki soch ki hoti hai knowledge ki hoti hai
            • #7 Collapse

              Mai apne both achi baat karti hai kaise log apni luck per Tamil actress Band Karke Bhul Jate Hain aur bade bade trailer Rehte Hain state Gul gana Sahi baat hai agar aap Ko nuksaan Hoga Na
              • #8 Collapse

                Yes ofcorse.... Luck par bi depend karta but its usally can bi happen.... That u applied a trade and its goes in your favour. Be aware it will not happen daily..
                If you have not proper knowledge and experience one day trade will go opposite of your trade and your acnt will bi wash.....so for learn properly about forex make experience then trade on forex in real
                • #9 Collapse

                  Bja farmaya dear ap nay forex aik business ha koi jua nai forex main luck ho skta ha apka aik bar do bar sath day lekin aisa nai ha k qismat apka bar bar sath day so hmain luck pay depend krnay ki bjaye forex main main mehnat krni chaheay ta k hum forex main achay results hasil kr skain. Meri bhi yeh advice ha k forex ko seekh k he start krni chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Of course friends, forex trading main hamain luck pa depend nai karna chaheay...q k forex ek busuness hay aur es main kamyabi k leay proper knowledge and experience ki zarurat hoti hay....aur agar ap without knowledge luck depend kartay hway trading karian gay to ap ko loss hoga.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                      ​Dosto forex trading main kabhi bh apny qismat per depend na kren forex trading aik business hy koi lottery ya juwa ni, ye thk hy ke kabhi kabhar ap ki luck ap ka sath day jaty hy lkn aisa kabhi permanent ni hota ke ap hamesha luck hi ap ka sath day, to ap ko chay ke luck ki bjay mehnat kren forex ko pehly learn kren mehnat kren then ap forex main kamyab ho sakty hn
                      Hum Forex trading Madrid Karke 0404 hardworking CD success housing kar sakte hain Hum depend Karke trading Karenge to Hame Kabhi be successful nahi hoga
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Neha aapko capital kam hai Lagana chahiye or depend par lag but depend nahi karna chahiye Kyun Ke Jabi of luck party panic Karte Hain To Isnapur last Hoga Kyuki log Kabhi Kabar kaam karta hai aur sab log kaam karta hai toh aapko profit nahi kaam karta hai dekhni chahiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Assalam o alikum dear friend apny bhot achi bat shear ki hy me ap ki bat sy itfaq karta hon. har jagah hamara luck kam nhe ata is lye hamen luck pe kam or mahnat pe zeyada focuse karna chahye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X