Forex Trading market pay global events effect kerty hain ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading market pay global events effect kerty hain ????
    My dear friends jesa k ap ko pta hai k forex market aik international market hai jis ko four countries ki sab markets mil k banante hain our us main barey barey countries k pairs hain to world main jo bhe global events hoty hain kia wo us pay effect kerty hain to us ka answer ye main hai
    some global events like political events, natural disaster and war so on ye sab us ka trillion main hujum honay pay us pay kafi effect kerty hain to ki jo unexpected move koi news na honay ki wja say hoti hai us ki reason yahi hain use leay app ko advice kia jata hai k app us main trade lagain lekin stop loss ka use lazmi karen last day main GBP ki koi news ksii site pay high impact ki nahe the liken us nay kafi 200 pips plus ki her pain main move di hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai global events forex.market per zaroor effect kartay hain lakin unn ckuntries ki wajah se kartay hain jin ka american dollar kay sath competetion ho jaise japan europe china iss qism ki countries jin ki economy strong hai
    • #3 Collapse

      g han bilkul forex ki market kye 4 big market place hey aur economic calendar key mutabeq global events ka direct impact forex market par hota hay, currencies me big movement global events ki waja se hi ati hey aur yahi time hota hay expert traders ko big profit earn karny ka, expert traders big movement key any se pehly hi alert ho jaty hey aur right direction me hi trades open kar lety hey.
      • #4 Collapse

        G bhai jaan ap ny bilkaul thek kaha hy mujhy is bary mn koi information nhn hy is lye boht achi information mili mera khayal hy k agar hum is mn jo new hny agar is ko follow kary gy tu humeny boht faida ho ga is lye humeny is tarah ki cheezno ko follow karney..
        • #5 Collapse

          Forex market ka business world wide business hai aur global issues bhi iss per asar andaaz hotay hain lakin woh specially woh issues hotay hain jin ka america kay sath koi concern ho jaise currencies aur metals ka up down hona agar dou countries kay apad mein koi issues hoon tou
          • #6 Collapse

            Yes of course forex trading main global events affect kartay hain. Aap logon ko pata hona chiay kay jab ham trading main profit earn kartay hain. Hamain chiay kay apnay insta forex bonus account per jab ham kam karain to global financial situation ko zaroor madenazar rakahin or fundamental annaylis bhi karnay chiay kiun kay fundamental annaylis zada faida daitay hain. Long term kay liay.
            • #7 Collapse

              forex trading main hmary jo marekt se related news hoti hai wo hmari trading main kafi effect hoti hai jub k global events hmary funadamenatla nalyees main use hoty hain jin ko hum apni traing main use kar k trading karty hain es liye hmari trading main tsop loss ka se karna lazmi hota hai jis e hmari trade save ho jati hai or loss lock ho jataa hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                My dear friends jesa k ap ko pta hai k forex market aik international market hai jis ko four countries ki sab markets mil k banante hain our us main barey barey countries k pairs hain to world main jo bhe global events hoty hain kia wo us pay effect kerty hain to us ka answer ye main hai
                some global events like political events, natural disaster and war so on ye sab us ka trillion main hujum honay pay us pay kafi effect kerty hain to ki jo unexpected move koi news na honay ki wja say hoti hai us ki reason yahi hain use leay app ko advice kia jata hai k app us main trade lagain lekin stop loss ka use lazmi karen last day main GBP ki koi news ksii site pay high impact ki nahe the liken us nay kafi 200 pips plus ki her pain main move di hai
                Trading currency hamesha pairs par hoti hai jesa kay aapko pata bhee hai aur pair main 2 mulkon ke currency involve hoti hai. Agar un main say aik mulk kay andar bhee koi bari tabdeeli ya bara haadsa ronumaa ho jaay to us ka asar bht zayda aap ko ptuce main nazar aata hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...g bilkul dekhna mian ayia ha ka kabi kabi koi news bhe nahi hoti ur market ik dam sa kye pips uper ya nicha move kr jati ha jiss ke bari waja app na ajj bri acha trha sa wzaht sa chart ka sath pesh ke ha good effort start to banta ha app ke is post par . kisi bhe iyk country ka swal nahi ha idr ya iyk global business ha kisi bhe mulk main bara disaster kisi bhe waqt bara impact kr skta ha stop loss zaror lgna chye.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X