Bohat say new traders ko mainy daikha hay jo aik dusray say muqabla kar rahy hoty hay keh kon ziada profit earn karta hay asal main ye aisi field nahi hay keh muqably kiey jaye es business main agar hum kamyab hona chahty hay to hamesha trade achy time par achy moqa par he karni chahiye jab humay market acha profit dai rahi ho agar hum muqably ki fiza paida kary gay to es trha galt trade lgany kay chances bhi increase ho jaty hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим