Shru main problem ati hein in ko face karna sekhein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shru main problem ati hein in ko face karna sekhein
    Jb bhi koi kam ap start karte ho tu pehle pehal kuch problem ati hein in se gabra kar trading chorr dena koi bhi acha nai hai in ko face kar ke jaldi se clear kar dena chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab ham forex market main trading start kerty hain tou hamain shuru main knowledge aur experience na hony ki waja sy hamesha loss hi hota hai tou same loss sy dil bardashta ho ker forex trading ko chor nehi dena chahiay balky real aur demo both accounts sy trading continue rakhni chahiay ky kuch hi aersa main trading experience increase ho jata hai aur earning start ho jati hai
    • #3 Collapse

      App ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon dosto koi kaam ho business ho start main problem zaror ati hy , humy chaheay k hum mature bin k problem ko face kery saber paida kery professional binany ki k9shish kery
      • #4 Collapse

        Yes of course my Forex trading me problems Aati Hai Shuru Shuru main unko Hame handle karna aana chahiye.
        Karna chahiye ki forex market Mein from jab mai apne analysis Kare Che tarike se technical analysis for trading chart mein H1 and H4 K trading charts Mein different type ki condition ban rahi Hoti Hai Hame aap se chatting Karni chahiye
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
          Jb bhi koi kam ap start karte ho tu pehle pehal kuch problem ati hein in se gabra kar trading chorr dena koi bhi acha nai hai in ko face kar ke jaldi se clear kar dena chaye
          Day traders Aate Hain unko Shuru Mein trade karne main problem Aati Hai qk start Mein trading karne kisi ko bhi nahi aati lekin Waqt Ke Sath Sath Hum acche traders Bande Jaate Hain
          • #6 Collapse

            G Dosto jb b koe new trader trading krna start krta hy to es ma koe shak ni hy k os ko bht si problem ko face krna prta hy or ye problem kisi b type ki ho skti hy es ly hmain phely demo account ma practice krni chy or Acha experience hasal krna chy phr real account ma ana chy lkin problem to real account ma b aa jti hy to es ly hmain un ko face krna chy or os problem bry kisi senior sy bt krni chy
            • #7 Collapse

              G han koi b kam kiw na ho us mein start mein problem hoti hai , kiw k hum us k bare mein kuch pata nahi hota hai , hamare pass us kam ko kerne ka experience nahi hota hai , lekin jaise jaise work guzarta jata hai hum us kam k expert hote chale jate hum apni galtio se bohat kuch seekh chuke hote hai .
              THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
              • #8 Collapse

                her kam jeb benda start kerta hay to start main kuch problems to hote he hain kuin k wo is main new hota hay aur Forex aik worldwide aur online business hay aur ye risky b hay ager is main koi problems ayain to is ko chor ne dana chahie belke is main aur her kam main problems ko face kerna chahie.
                • #9 Collapse

                  Bhai g ap jo b kam krna start kro. Gy zindgi main ap ko problems ati hain jin ko agr hum. Barvly face kr lain to ap ko future mian ap ko faida he faida
                  • #10 Collapse

                    g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih trader hazrat ko trading kerney k starts men problems hoten hen in men sey some traders trading kerna chor datey hen or is tarha sey wo loss men janey sey bach jatey hen but traders ko aisa nh kerna chachye balkey trading kertey rahen is men jitni bhi problems aen un ko face ker saken or un ka solutions bhi nikalen ..........
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear members business me shuru me musibat ana ye aik imtehan hota hai esa imtehan jis my hm bhot kuch seekh jaty hain forex business esa karobar hai jis me start me problems ati hain traders ko chaiey un problems ko face kry un problems ka hall nikaly unhy jarr sy khtm kr den problem ko face krny wala he agly qadam py bhrta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X