Reply without proper reading posts
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reply without proper reading posts
    Asalam u alikum
    to all members
    Sab members k ly meri aik zarori bat hai k ager aap new theard bana raahy hai ya phir post reply ker raahy hai tu zaroor ba zaroor poori post ko achy read kerian aur us k motabik reply ker ta k dosery members ko bhi aapki posts ya reply ka benefit hasil ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes brother i agree with u threas laszmi read karain bina read kia reply na karain os ka fida nahi acchi post krna ki koshis karain ap na bohot acchi information shair ki hai post ko thread ka mutabic katain
    • #3 Collapse

      Han sir ap ki bat thek hy post ko complete read kar k reply karna chahiye kiyon k hum jo reply karty hain us mein post k mutabik reply karty hain jis mein kuch aur new batein hoti hain to saf reply karein taky ap ki reply sy bhi kuch faida ho
      :1f63b:​BE HAPPY
      • #4 Collapse

        G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke jub ap kisi thread main reply kerny lagin to pehly thread ko ashy tara read ker lain phir thread ke mutabik reply kren, irrelevant jawab ni daina chay, ager ap post ko read kren ge to ap ke knowledge main izafa ho ga aur reply bh thk ho ga
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
          Asalam u alikum
          to all members
          Sab members k ly meri aik zarori bat hai k ager aap new theard bana raahy hai ya phir post reply ker raahy hai tu zaroor ba zaroor poori post ko achy read kerian aur us k motabik reply ker ta k dosery members ko bhi aapki posts ya reply ka benefit hasil ho
          Jee dare aapne bilkul theek Kaha Bahut se members forum posts ko sahi tarah read nahi karte aur waise Hai Uska reply kar dete Hain Jiski wajah se Unki post key value nahi rehti aur Unka bonus bhi kaam Aata Hai
          • #6 Collapse

            Assalam u Alaikum -aap ke baat billkull darust ha naey post karnay ya thread shurru karnay waloon co chaeyay keh jiss tittle ke teht woh lekh rahay hain uss kay baray nain achhee tarrah parh len , rsearch aour tahqeeq jar len uss kay bad he thread shurru karren ya post karen iss kay baghair nah to thread meary hotee ha nah post aour nah uss say parhnay walon ko faeda mita hs
            • #7 Collapse

              Dear members reply sy phly post ko achi trah prhna chaiey achi trah read krna chaiey k sawal kiya hai members sy kia kis bary me pucha ja ra hai sawal prhny k bad relax ho kr soch smjh kr jawab likh kr post krna chaiey or jawab bilkul sawal ky mutaliq ho or esa jawab jis sy new members kuch knowledge hasil kr sky or apny knowledge k lie best hai k khud b baqi post ko prhty rhena chaiey
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                yes bro ap ne mery mou ki bat chen li actually main khud yahi thread krne wala tha aksar log bgair thread parhy posting krte hai apny time ki bachat k liye or jan churwany wala kam krty hai or is sy unhain to faida hota hoga lakin yr agr apko faida ho rha hai to oro ka bhi sochain apki posting sy unhain bhi Faida hoga or to or thread parhny sy apko bhi faida hoga informative threads hoti hai us sy hamy sekhny ko bhi milta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X