Technical analysis ki really important hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis ki really important hain???
    My trading fellows forex main market jo main nay oil trading main note kai hai technical ko mostly follow kerti hai news time jab release hoti hain to us time thora boht effect dalti hai but ye pher he trend ko continue rakhti hai news ki value current oil ki bearish move dini the liken market oil ki up trend main the us wja say market nay down move kai liken support area say market nay pher uptrend ko follow kia our news ka koi khas asaar market k oper nahe para soo app ko technical analysis kerna zaror learn kernay chahy pher he us main ap acha profit bna sagty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading ma analysis ki bhot ihmeyat ha kau ager hmry analysis achy ha to him log acha profit bna skty ha or achi earning kr skty ha is leya achy analysis acha profit
    • #3 Collapse

      Jee bahi jan main aap ke baat sy sehmat hun. Technical Analysis lazmi apna asar dikhaty hain. Aur jab bhe market main koi bhe positive ya negative news aati hai to us main market jab up ya down jati hay to technicals ko lazmi follow karti hay aur jab support ya resistance aati hay to lazman us ko follow karti ha ya phir us ko tor kar agli support ya pgir resistance par jati hay. To aap nay sahe kaha k technical analysis ko lazman nazar main rakhna chahey.
      • #4 Collapse

        Asalam u alikum
        Bhai main aapki baat se agree kerta hoon k forex main technical analysis ki bohat zayada zarorat hai baghair technical analysis k aap ko heesha loss k hi chances raahy gy
        • #5 Collapse

          haan bhae forex maen technical analysis ki boht importance hai our boht sarey users ko ye nahe pata hota k khety ksi hain our kon say tool hum use ker k kerty hain forex main chart k oper jo app trend line draw ker k analysis kerty hain wo technical hoty hin js main app fibo use kerty hian koi indicator use kerty hain us ko kehty hian
          • #6 Collapse

            Bhai forex trading ka bada aynalise technical aynalise hy aur is k bina trading ni hoti to ye bohut ahm ht technical aynaliseing to zaror ani chahiye taky hum trend k mutabik trad kar sakein aur acha profit earn kar sakein
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis ki really important hain???

              g h ap biklul thik keh rahy hy k agar ap ki markite hy to ap us ki analysis karwa ly ta k ap ko koi parteshani ka samna na karna pary or ap ki markite ke liye tecnical analysis buhat important hy or is se ap ki markite ko koi loos bhi nahi hota is liye lehaza ap apny markite ki analysis zarur karwa ly ta k ap ko is se koi problam na ho
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis ki really important hain???

                techniques ko use kar k hi hum achi trade kar skaty hain so hamain is forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trend ko use ka rk hi hum planig kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain anlasye karna ho ga tab hi hum real main bi trend ko use karna ho ga tab hi hum earn karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis ki really important hain???

                  Yea dear friend technical analysis bht zyda zarori hai ek forex trader ko chaye k wo technical analysis ko har trh se learn kry Q k Market k andar jitny bhi tools indicators time frames Charts wghra use ho rhy hain sb k sb technical analysis ka hissa hai is lye zarori hai k ap k pas technical analysis ka knowledge hona bht zarori hai . Bht se traders technical analysis ko prefer krty hain uski wjh ye hai k technical analysis ko learn krna or use krna bht hi easy hai or is se market ko smjhny main bhi asani hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis ki really important hain???

                    Agar ap trading ma expert hona chatay hain to ap ka knowledge aur experience k sath ap ka market ka technical analysis bahout ziyada strong hona chaiye q k yehi main cheez hy. Agar ap market ka analysis kr lain to phir ap drust faisla kr saktay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X