What is the point of repainting indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    indicators ko use kar kay humain trade main kam karna hota hay ta kay humain maloom ho say kay kis jaga hum trade main loss karty hain humain hard work kar kay trade main ana hoga
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      repaint indicators mene videos me he dekhe hain kabhi mene indicators na he buy kare hain na he download kar ke use kiye hain kiun ke candlestick ke pattern ke hisab se trading karta hon or me ziada kaam nahi kar saka indicators per is lye me sirf trading trends or pattern per he karta hon .
      • #18 Collapse

        Bhai indicators kisi bhi terha ky hon apko forex market main success nehi dilwa sakty kyun ky indicators generator bhi hamari terha analysis ker ky prediction kerty hain aur indicators provide ker dety hain jo maximum wrong prediction hoti hain so hamain khud analysis ker ky trade kerni chahiay
        • #19 Collapse

          jab b trade karni ho gi to humain insicators saya help lay kar kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay dmeo ko use kar kay practicec say kam karna ho ga
          • #20 Collapse

            G bhai indicotar hamre liye bohat faidamad hote gein jab hum trading krte hein tu ye hamre bohat kam ate hein hume inko fallow krna chaiye ye hamre liye important ha
            • #21 Collapse

              Dear hume is ma indicator ko fallow krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is m bohat kuch hasil kr sakte hein hume is ma semi account ma practice krni chaiye
              • #22 Collapse

                indicator ko use kar k hum market main boht hi achi trade kar k run karny main asani ho saky gi aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay
                • #23 Collapse

                  Agar ap indicator ko un k tareqay se follow karo gay to ap ek acha profit hasil kar sakty ho
                  • #24 Collapse

                    Bhai es k liye ap ko chart deakhen chahye H4 ka time frame py tab agar ap ko lagta hy k apna trend us ny brake kar diya hy tou wohi wo point hy jahan py hamen indicators ko concern karna hy k ab wo kya kehty hain selling ya buying k bary mein
                    • #25 Collapse

                      mujay is qisam ka indicator ka koi idea nahi ha and na hi pata ha kio ka ma ny inidcators ka use bohat kam had tak kia ha and mujy in ka sath kam kar ka koi khas maza nahi ata ha is liye ma use nahi karta
                      • #26 Collapse

                        Re: What is the point of repainting indicators

                        hamain apny weak points ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar skaty hain aur hamain is forex main planing kar k hi hum real main sucess ho sakty hain aur hamain market main profit hasil karien gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: What is the point of repainting indicators

                          hamain strong ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is main apni strogn point ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar sakty hain ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X