Support/Resistance trading questions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear forex trading mai market ko analysis karne ke liye support and resistance bohat zarori hai support ka matlab hai jese usdjpy hai us ko support mil gai ab wo or upar nahi jae ga or bilkul aise hi resistance ka matlab hai ke ab market or uper jae ge to ya 2 cheaze mai yaha par ziyda explain nahi kar sakta ..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Han ji ya sach hai kay ham jitna bhi kam karty hain wo sab say hi ach ahi kam forex wala izzat wala hai aor aram sukkon wala kam hai is may jitni eraning hai wo kisi aor kam may nai hai is may insan acha earn karta hai.
      • #18 Collapse

        forex ki trading business mein support and resistance ko bohat he ziada importance hasil hai is liye hamein support and resistance ko seekhna chahye aur ye easily samjh ni ati kay kaisy draw ki jaye.
        • #19 Collapse

          yes forex trading main support us ko kehty hain jb market low price ka trand kr rhi ho or Resistance up trand price ko jb makert up jaa rhi hous ko kehty hain
          • #20 Collapse

            janab jo bunyadi asoole hain un say koy bhi inkar naheen ker sakta support and resistance is kame itnai hi zarore hi jitni kay zinda rehnay kaliay Khurak so ap jab us main maharat hasil kerlayian gay to ap trading main mahir aur kamyab ho jain gay
            • #21 Collapse

              mere dost maene to abhi tak real trading start nahi ki hae kiunk abhi tak maen baonus balance hi jama karta phir raah a hoon is liay i am really very sorry to say k mujhe support aur resistance k bare mein kuch bhi pata nahi hae......
              • #22 Collapse

                Assalam-O-Alaikum ye baat to sach hey key charts sey aur time frames sey hum ko bohat help milti hey aur hum kafi had tak in ki madad sey idea laga saktey hen lakin forex trading ki market ideas sey nahi chalti hey is liye hum ko is me analysis karney ki zarorat hoti hey.
                • #23 Collapse

                  i think forex me support must hai seniors ki bt resistancek against agr ap both py kam kro gay to ap khud without support k khud ko experts think kro gy aur is k results jald ap ko face krna party hai so suport must but against resistanc...
                  • #24 Collapse

                    Support And Resistance very important hoti hai 1 achay or successful trader k liye Q k inhi ki base pr tarder market mai Supplies And demands ko findout krta hai or unhi k mutabik apna take profit or stop loss set krta hai.Trading 1 art hai or isay zyada say zyada learn krnay ki koshish krni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      G sir mai ap kay question ko agree kar tha ho kay trading mai hum ko koai parashani nahe hoti hum forum aik acha or izzat wala business hay is mai hum ko pana ap ko easy mind say work kar sak tha hay or forex mai hum ko izzat bhe bohat mil tha hay hum forex mai hum acha ho sak tha hay .....
                      • #26 Collapse

                        there are many patterns of trading in the world and some of these patterns are famous too but the most simple pattern of trading can be easily used and we can use the best and most easy pattern and that is the supports and resistance pattern.
                        • #27 Collapse

                          kisi bhi strategy se kaam kare lekiin support and resistance ka janna zaroori hota hai profit target karne k liye aor stop loss lagane k liye
                          • #28 Collapse

                            support or resistance forex main bakebone ki hysiat rakhti hy. support apko profit ka indication show karta hy or resistance profit or loss dono ko aik taraf side py karny ki indication show karta hy
                            • #29 Collapse

                              resistance level ek dhaharas hoti hy trader kelye jb mostly trade loss mn jaarhi ho to k ab market yahan py ruk jae gi ya phr wapc ajae gi isko aap market k turning point b keh sakty hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                my friend main to aap ko yahe suggest karon ga k aap ko jo sahi lagta hai wo karin kisi k kehne par kuch na karain kyun k ho sakta hai k agar koi kisi strategy ya indicator ko sahi use kare to unko aap bhi sahi trha use kar pao.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X