Market effective news kesi hoti hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market effective news kesi hoti hain
    Friends aap mew main aur apko news k analysis krna ni aate hainto aap www.forexfectory,com pe aajaen yahan aa ker aap forex fectory ka calendar open kren wahan pe aapko news mill jaen gi aur news with time and forcast k sath aapko millen gi aap dekhen ge to ki news ka i cone red clour ka hoga iss ko dekh ker aap smajh jaen k ye news market pe efectieff ho sakti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G behtar aap me news ko analyse krne k liye jo site batae hai main khud ussi site ko use krta hoon aur iss se mjy news k bareen behtar knowledge mill jata hai q k nwes ko smajhna trading k liye bahot hi important hota hai isliye lazmi tor pe news ko samjha jay tabhi hamen best results mill sakte hain
    • #3 Collapse

      G han jnb ap nain bilkul sahi kha hai news k mamlay main gorex factory bht ehm hai is say aapko news k baray main pata chalta hai news k doran apnain account ko safe rakhain aur save reh kar trading karain otherwise aapko barhay loss ka samnan karnan parh sakta hai
      • #4 Collapse

        Jab koi b new hota ha wo janta ha nai janta k usko analysis kasay kernay hain news ko kasy dekhna ha ap ne achi info share ki ha humey dekhna chaiye forex factory news site ko wahan se humey red impact wali news ko daily apnay mind mei rakhna chaiye k ye news kis time aani ha ap previous forecast ko mind mei rakho jab news aiy gi ap effect dekho gay iss tarah ap ka experience barhay ga ap ko news ki practice issi tarah kerni hogi then ap news ko samajh jaogay
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          G han ap ne boht achi information share ki hay humare sath ye un logon k liay boht faide mand hay jo is vare main nai jante k kab kon se nwes ane wali hay aur isnews ka market par kya effect ho sakta hay is k liay forex factore humare liay boht helpfull hay aur hum is se boht se infirmation hasil karte hay news se related k kab kin se new hay aur is news ka market par kya effect ho sakta hay ho red news hoti hay wo boht zada effective hoti hay market par awsi news main humae market ko watch tou karna cahiay par trade nai karni cahiay
          • #6 Collapse

            agar ap new hain achi baat ha ap inn sites ko visst karen jinpe news ati hain sirf forex factory pe na rahen balkay aur bhi asi sites hain jasa k investing name se site ha wahan b forecast news ati hain so unko read kerky ap fundamental honay waali move ka andaza achi tarah se laga lo gay
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              jo news forex factory pe red color k icon k saath hoti hain wo high news hoti hain mean unka effect zera heavy hota ha market pe so humey at least tab apnay analysis ko karna chiaye jab news ka asar khatam ho chuka ho aur market stable horahi ho tabhi humary technical analysis humey koi faida de saktey hain kyun k jab news ati ha market news k upar topu chal rhi hoti ha uss time fundamental ka effect pur zor hota ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                Friends aap mew main aur apko news k analysis krna ni aate hainto aap www.forexfectory,com pe aajaen yahan aa ker aap forex fectory ka calendar open kren wahan pe aapko news mill jaen gi aur news with time and forcast k sath aapko millen gi aap dekhen ge to ki news ka i cone red clour ka hoga iss ko dekh ker aap smajh jaen k ye news market pe efectieff ho sakti hain
                Dare aapne Jo Tarika bataya hai woh hai toh bahut accha Aur Main Bhi kal is Tariq a pair trading ki thi lekin uska koi fayda nahi hua aur Mujhe Phir Bhi loss ho gaya tha kyun kiya usse Chand minute pehle Hi Ek alag se news Aa Gayi Thi Jise Mai Puri market ko Hila kar Rakh Diya

                اب آن لائن

                Working...
                X