Recovery for loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Recovery for loss
    Members kafi aise dost hain jo bonus account pe apni trades men loss ko recover krte krte apna sara account hi wash kr kr e hain dear loss ko hikmat se recover kia jata hai ham kabhi bhi loss ko emotions se recover ni kr sakte hain isliye hamen always apne mind ka use krte huye aone account pe small lot ko use krna hai aur small profit nna kr aapne loss ko recover krna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear waqi loss ko jab birecover karny ky chaker mai jay gy tu mazeed loss hi ho jata hy hm jab bi yi sochty hy ky agle trade mao cover kar ly gy tu kai dafa aisa ho bi jata hy ky ap ka loss cover ho jay mager ziyada ter iasa nahi ho sakta kiyo ky trading mai apni felling py control mushkil ho jata hy,
    • #3 Collapse

      Well bro aap ne bahot achi suggestions di hain agar ham lloss ko recover krte huye over trading kren ge to ham aur ziada apna loss kr den ge so isliye aapki baat darust hai hamen apne loss ko sabar aur analysis k sath recover krna hai tabhi ham kamyab ho sakte hain isliye aap kabhi bhi koi aisi harkat na kren jiss se aapki sari mehnat hi zai ho jay aur aapko kch bhi na mille so sabar krna hi better hai
      • #4 Collapse

        G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai loss ko emotion aur jaldbaazi say recover ni kiya ja sakta agar aik trade loss main chali jaye to us ko profit main change karnain k peechay nan lag jayen balkay is ko sukoon say lain aur cool mind say kaam karain aur jub koi achi trade milay tb hi trade lagayen...
        • #5 Collapse

          g brother asay log go trading main ay howy loss ko recover karny keleye imoshinaly ho gaty hy as tarah woh apna sara acounrt wash kar lety hain hamen lssexpereanse sy recoveer karna chahye
          • #6 Collapse

            Dear main aap ki baat sa agree karta hoon aap bukal rhek kaha rahay hain k jab hamari kohi trade lose main chali jati hay tu hum jazbati ho jatay hain aur lose ko recover karna k chakar main phar jatay hain jis sa hum emtional ho kar ultay seday trade open kartay hain aur apna account wash karwa bathtay hain iss laya zarrori hay k hum cool minded ho kar apna lose ko recover karan
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat bilkuk theek hay aur main ao ki bat se agree karti hun k biht se teader aese hay jo k apna loss rwcover karne ki kosish main rehte hay aur us surat main aksar apna account hi wash kar dete hay unhe trade karne ki sahe samjh nai hoti un kateadung jarne ka yetarija biht gakat hota hay aesa teader ko cahiay k wo pehky achi tarha trading ko sikhe aur phir trading kare take loss ho hi na aur un ka account bhi save rahe
              • #8 Collapse

                Bhai yeh insan k psychi ha wo loss jald pora krna chahta ha well mjy is ka behtr tajrba qk mn jald bazi mn loss settled krny k leye jald bazi mn mazeed loss kia ha bro ab ik chiz sekho ha lot apnay acct balance k hisab sy less rakhen or profit b khargosh k tarh chalangon sy loss pora ni ho ga bus aram aram sy thora thora
                Kehty hn
                Thora thora mil kr bht ho jata ha
                Banaya ha chiryun ny jo ghonsla:1f60b:
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
                  Members kafi aise dost hain jo bonus account pe apni trades men loss ko recover krte krte apna sara account hi wash kr kr e hain dear loss ko hikmat se recover kia jata hai ham kabhi bhi loss ko emotions se recover ni kr sakte hain isliye hamen always apne mind ka use krte huye aone account pe small lot ko use krna hai aur small profit nna kr aapne loss ko recover krna hai
                  Agar traders ko loss Ho Jaye Tumko chahege Pehle both on arrest Kare aur apne mind ko call karne aur uske baad trade Kare to bbsr train Rizwan Sakenge Woh Apna last day recover kar lenge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Dear forex mai ap ko loss b hota hai aur jo loss ap karte ho wo sirf aur sirf ap ki na aqli ki waja se hota hai q k ap es business ko serious nhn lete jab ap ne es ko serious liya tu mere khiiyal mai ye ap ko sahi aur acha profit de jaye ga lekin os k liye ap ko mehanat kar leni chahiye forex aik boht he acha business hai jo ap ko boht he acha reward hasil karne mai madad deta hia soo ap ko faida hiasl ho jaye ga forex mai ap ko loss se recovery b karni hoti hai wo b zarori hai soo ap acha kam karo aur apnii life ko enjoy karo...
                     
                    • #11 Collapse

                      Dear forex mai ap ko loss b hota hai aur jo loss ap karte ho wo sirf aur sirf ap ki na aqli ki waja se hota hai q k ap es business ko serious nhn lete jab ap ne es ko serious liya tu mere khiiyal mai ye ap ko sahi aur acha profit de jaye ga lekin os k liye ap ko mehanat kar leni chahiye forex aik boht he acha business hai jo ap ko boht he acha reward hasil karne mai madad deta hia soo ap ko faida hiasl ho jaye ga forex mai ap ko loss se recovery b karni hoti hai wo b zarori hai soo ap acha kam karo aur apnii life ko enjoy karo...
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai forex me apny loss ko recover karny k lye ham ko emotions par control karna hota hai or apni es planing k sath kam karna chahye k lot size low rakh kar long term trading kar k he ham apny loss ko recover kar sakty hain agr ham koi mistake karain gy to hamara account wash ho sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X