Loss is the first step towards profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss is the first step towards profit.
    Dear forex members jb ham trading krty hen to hmen profit k sath sath loss bhi hota ha.maximum jb ham newly joined members hoty hen to loss zyada krty hen aur profit km lekin time k sath sath hmara experience increase hota jata ha.aur ham apni mistakes se seekh jaty hen aur phir hmara loss km aur profit zyada hony lgta ha iski Kia wjha ha??iski wjha simple ha k hmen jb bhi loss hota ha to hm apni ghlti ko analyse krty hen aur next wo ghlti repeat nhi krty aur na he loss ki wjha se disheartening hoty hen.yehi wjha ha k hmen profit milta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke jo new traders hoty wo almost subh hi start main loss kerty hn aur loss is liy kerty hn ke un ke pass experience knowledge ki kami hoty hy lkn yahi loss un ke liy profit ki bunyad hota hy ager wo daikhin ke mistake kahan hoi hy aur keon hoi hy, hum ko apny mistakes ko analysis kerna chay aur next time same mistake ko rapeat ni kerna chay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
      Dear forex members jb ham trading krty hen to hmen profit k sath sath loss bhi hota ha.maximum jb ham newly joined members hoty hen to loss zyada krty hen aur profit km lekin time k sath sath hmara experience increase hota jata ha.aur ham apni mistakes se seekh jaty hen aur phir hmara loss km aur profit zyada hony lgta ha iski Kia wjha ha??iski wjha simple ha k hmen jb bhi loss hota ha to hm apni ghlti ko analyse krty hen aur next wo ghlti repeat nhi krty aur na he loss ki wjha se disheartening hoty hen.yehi wjha ha k hmen profit milta ha.
      Lazmee baat ha jab bhe him naey hotey han to expriexnce nah honey ke wsja se nuqsan uthatey han aur jab poraney ho jatey han to profit zeada hita ha
      • #4 Collapse

        G bhai ap ki bat bilkul sahe hai k trading mn loss bhe asal profit ki tarf phla step hota hai q k shuru mn hamry pass ziada experience aor knowledge ni hota as liay waqt k sath hamri trading experience aor knowledge bahtr hota hai tu hamra profit ziada ho jata hai loss sy as liay loss sy tension na len
        • #5 Collapse

          agar zaida dair forex par guzaro gai kuch new new sikho gai jitna sikho gai forex ki performance to behtar hoty jaty hai jo shuru main hi big lot par trading kar k apna account wash kar laite hai phir forex ko chor daite hai aisay forex trading sikhnay k qabil nai the jo pata nai kaisay forex par aa gai hai jo haar man li hai
          • #6 Collapse

            Definitely brother ma apki bat sy itfaq krta hn forex trading ma jb tk loss na ho bnda kbi successful trader ni ban skta ku k loss or hmari mistake kamyabi ki trf pyla step hoti hn jb hm log new aty hn tu hm sy bout mistake ho jati hn lakin us sy preshan ni hona chaiy balky us sy sabiq hasil krty huy future ma aysi galtyain ni krni chaiy
            • #7 Collapse

              ji han bilkul jinho ne trading mein paon rakha hai un ko pahly loss ko face karna ho ga us kay baad wo sahi trading kar saken gay q kay jo beginners hoty hain un ko trading mein experience or knowledge kam hota hai to un ko nahi pata hota kay trade kahan lagani hain or kaahn close karni hai is liay bgher knowledge kay un ko loss hi ho ga lekin ahista ahista jab wo is ko karen gay to un ko pata chalta jay ga kay ye kis tarha hoti hai or wo bhi expert ban jain gay
              • #8 Collapse

                Gee nahin bhai aap loss ko profit ki janib first step nahin keh saktay kyun kay yeh practically mein nay kya hai kay mujhay first 10 trades mein sirf profit hi hua tha aur uss kay baad loss hua tha iss lye profit ka socha karain
                • #9 Collapse

                  Gee haan bhai forex mein loss hum apni hi kisi ghalti ki wajah se kartay hain aur yehi ghalti aur loss humain sikhatay hain kay hum future mein yeh ghalti dobara na karain aur apni trade ko behtar karain jis se humain profit ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko take profit lana ha to per hum ko first of all loss he hoga q ka jab hum ko loss hoga to per hum apni mistake ko correct karka hum profit la sakta ha es leya first time hum ko loss ha ga laken second time hum ko profit hoge ager hum apni mistake ko correct karda to per warna second time be loss ho sakta ha.......

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X