Emotional trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading
    Agar hum emotional ho kar trading karen gay to es trha esmain earning nahi ulta loss he karty hay agar hum chahty hay keh safe trading karen to emotions ko control main rakh kar kam karen kyun keh es trha he hum market main theak say dhyan lga kar moqay ko gain kar kay achi trade kar sakty hay humay fresh rehan chahiye trading hours kay darmyan
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
    Agar hum emotional ho kar trading karen gay to es trha esmain earning nahi ulta loss he karty hay agar hum chahty hay keh safe trading karen to emotions ko control main rakh kar kam karen kyun keh es trha he hum market main theak say dhyan lga kar moqay ko gain kar kay achi trade kar sakty hay humay fresh rehan chahiye trading hours kay darmyan
    Emotional Hoga trading karna tradersway bahut Bade logo ki Hoti Hai Kyunki Hum emotional Hoga Kabhi big profit nahi bana sakte isliye cool on punishment share trading Kare Toh Hamare analysis bhi Achcha Kaun Hai all results BA 96
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
      Agar hum emotional ho kar trading karen gay to es trha esmain earning nahi ulta loss he karty hay agar hum chahty hay keh safe trading karen to emotions ko control main rakh kar kam karen kyun keh es trha he hum market main theak say dhyan lga kar moqay ko gain kar kay achi trade kar sakty hay humay fresh rehan chahiye trading hours kay darmyan
      Bhai agar him emorional ho kar apni trade lagain gy to kabhi bhi kamyaab nahi ho sakty ain q k jo b trdader apni trading mai emotion ko ly aata hy woh kabhi bhi kamyaab nahi h sakta is liye be care full before trading aur jab b trade karien fresh mind k sath karien is sy bohat faida hoga apko
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa agree karta hoon k emotion aur bussniss bukal oppsit cheezian hain na emotion k sath bussniss ho sakta hay na bussniss k sath emotion chal satay hain iss laya ja be trade open karan tu markit ka pura analysis kar k apna knowledge sa open karan aur emotion ko bukal apna qareeb be na aanay dain
        • #5 Collapse

          agar hum emotions ki zad main aa kar kam karen gay to es chakar main humari trading theak nahi hoti aur humay chahiye keh fresh mind kay sath he kam karen tab he hum theak say market ko understand kar sakty hay aur esmain achi earning kar sakty hay humay esmain kabhi bhi emotions ki zad main nahi ana chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex trading main jub hum without emotional trading karty hain tu hmain os main fida hota hai q k jub hum emotions main a kar tading karty hain tu hmary galti k chances zeda hoty hain es liye hmain es bat ko mind main rkahna chhaye or kuj bhi kald bazi main nahi karna chhaye jis se koi galti k chances hun

            اب آن لائن

            Working...
            X