Removal of duplicate posts aik hi thread main same posts duplicate nehi honi chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Removal of duplicate posts aik hi thread main same posts duplicate nehi honi chahiay
    Jab hamari aik hi thread main same post duplicate ho jati hai tou same duplicate post ka agar moderator ko removal ky liay kaha jaey tou remove ker di jati hai agar aesa na kerain tou accoun bann ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap ny bahut achi information d hai k jb ghlti sy ap kisi post ko duplicate kr daity hain moderator sy kah apni duplicate post delet kra sukty hain aor ya aik bahut achi bat his k member ki request py hamri post delet kr d jati hai.
    • #3 Collapse

      Dear bilkul apki bat sy itefaaq kron ga humen apny apjo sahi krna chaye aor forum ky rules ko follow krna chue aor aik he thread ma duplicate post nhi krni chye mwrket ma update jo hoti hai agr kisi ko pt chly to wo bhi usko share krni chye ta ky humen sub ko faida ponchy
      • #4 Collapse

        Bhai apko rules ka bilkul clear hona chye ky aik post py aik dafa he ap ko type krna ka moqa hota hai aor apko aik he dafa post krni hai copy oaste nhi kr skty kisi ki posts ko same nhi kikh skty apny comments share krny chye ta ky knowledge view share ho
        • #5 Collapse

          dear ap ki bat thek hai lekin yahn boht se members hain aur aik member alag alag title se 2 thread open kare tu wo ghalt bat hai lekin 2 alag members agar aik he title k 2 post open kar dain tu ho b skha hai k ye ghlti se hoi ho q k ab sab members es forum ki har post ko tu check nhn kar skte na kch post new hoti hain aur kch old hoti hain ap ko chaiye k ap dono ko dekh k phr he new thread open karo aur wo b jo forum k rules ap ko bataye gaye hain on k mutabik he os se ap ko sahi aur behtar faida ho jaye ga lehaz ap mehant karo..
          • #6 Collapse

            Bhai aap ki baat theek hai lakin aap forum ki administration ne bahut acha kaam kar dya hai ab aap ki posts duplicate nahin hoti hain agar aap post ka option double click kartay hain tou forum warning message aa jata hai
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aap ki baat theek hai jab bhi hum se koi duplicate thread ya post ho jaye tou immediate moderator ko message kar kay ussay delete karwa lena chahyea bajaye iss kay kay baad mein pershani ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar galti say humari posts duplicate ho jati hay to wo hum apni profile main ja kar wahan say posts ko delet kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hay humay duplicate posts ko asani kay sath delete kar sakty hay aur ye ziada tar internet ki waja say he hota hay aur humay eska khyal karna chahiye

                اب آن لائن

                Working...
                X