Never double click on post button.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never double click on post button.
    Dear forex members sometimes aisa hota ha ham quick rply post k button ko jb click krty hen to network slow ki wjha se ya sysem error ki wjha se hmari post m delay ajata ha.lekin hmari command record ho chuki hoti ha so dobara click na kren.aisa krny se apkI post copy paste category m consider ki jaye go aur account banned ho skta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear hamain double click nahi karna chiay post kay option per. Aap ko pata hona chiay kay ham jab bhi apnay Pakistan forex forum bonus account per post kartay hain to . Jab kisi error ki waja say 30 second ka wait likha ay to hamain bar bar post per click nahi karna chiay.
    Kiun kay kabhi kabar post double ho jati hai jis waja say hamara bonus account Pakistan forex forum wala banned honay kay chances hotay hain.
    • #3 Collapse

      G bhai ap ny bilkul sahe kah hai k post quick reply k botton ko double time click krny sy hamri post copy paste mn aa jati hai lakin bhai ager ya kam ap lagatar 3ya 4 post py krty hain tu tab ap ka account bann hoga aik bar ghlti sy krny sy no hota account bann.
      • #4 Collapse

        G han sir kabhi kabhi network erore ki wajha sy bhi esa hota hy k hamari post reply ho jati hy lekin humein malom ni hota is liye 1 bar hi quwek reply par click karna chahiye bus bar bar click karny sy wesy usi waqt rok to jati hy post lekin phir bhi dihan sy posting karni chahiye kiyon k 1 galat post ap ka account banned kra sagti hy
        :1f63b:​BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Aesa agar ham nehi bhi kerty tou bhi agar internet slow chal raha ho tou hamari same post duplicate ho jati hai jis ki waja sy hamara account same wording both posts main hony per due to copy paste reason bann ker dia jata hai lekin aesy bann account reopen ho sakta hai moderator ko apply kerain tou
          • #6 Collapse

            yes brother ap ne bilkul thek kaha hai forex me ham ko in baton ka aksar logo ko pta nhi hota or wo ase mistakes kar dety hain or unko pta bhi nhi chalta k un se ase kia mistake hoi hai jis waja se unka account banned howa hai en baton ka boht kheyal rakhna chahye double click na karian or na he apni post ko copy paste karain aik sy zyada thread par or na he kese or ki post ko copy karain
            • #7 Collapse

              Waqi g ap ki bat par mein agreed hon kiyon k aksar bar esa hota hy k hum sy dubbel CLICK ho jata hy wo to rok liya jata hy lekin jub khud sy dubbel click kiya jaye to problem hy usy copy past man kar account blocked kar diya jata hy
              • #8 Collapse

                Jaldi main aisa kahen at ho jata hai ke ap double click kar jate hein is se yeh hota hai ke apki post doublicate ho jati hai aur aisa na ho ke copy paste ke jurm main apka account bhi block ho jay is ley wait karen aur jb tak post Save na ho jay agy na baren
                • #9 Collapse

                  agar hum nay post type kar li hay to galti say bhi agar post quick reply par 2 bar click ho gya to wo post duplicate ho jati hay humay chahiye keh aik bar he post quick reply par click karen es trha humay esmain koi issue nahi hota aur humay chahiye keh esmain rules ko follow karty huway he kam karen tab he safe reh sakty hay
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                    Dear forex members sometimes aisa hota ha ham quick rply post k button ko jb click krty hen to network slow ki wjha se ya sysem error ki wjha se hmari post m delay ajata ha.lekin hmari command record ho chuki hoti ha so dobara click na kren.aisa krny se apkI post copy paste category m consider ki jaye go aur account banned ho skta ha.
                    Well dear aap ny bohat achi baat ki hy aisa bilkul hota hy aab k sath par agar aisa ho b jaye to hamai chahye k hum apni post ko edit kar l erase kar dain foran hi aisa bhi mumkin hy
                    • #11 Collapse

                      Yes dear member ap ki bat bilkul sahi ha.forex forum main double post allow hi nahi is liye jb kabhi double clice hota ha ya koi post pe double clic krta ha to wo post ap ki nahi lagti kunkay phly wali post system main save ho jati ha .agr bar bar koi asa kray ga to possibke ha k acciunt baned ho jye
                      • #12 Collapse

                        Yes Bhai asa he hy lakin ya double click Wala Kam ka msla zaida tar Jo log phone py Kam krty hain un k Lia zaida msla hota hy q k kbi kbi network slow hota hy ya phone itni achi quality Wala ni hota jis k waja sy wo late respond krta hy aur hum jaldi main double click kr dyty hain
                        • #13 Collapse

                          Dear brother gab hum post karty hain to baz dafa asa hota hy network ki waga say ya kisi aur asho ki waga say hamary post nahi hoty aur dobara click karny par hamara hi noksan ho sakta hy hamara acount band bhi ho sakta hy
                          • #14 Collapse

                            JB Apne Sahi Kaha Main Bhi Kafi bar Dekha Hai Kya log bahut Sare post ko Do Do bar reply kar dete Hain Jiske Bhaiya Se coffee time waste ho jata hai please dance a single click post kare Taake dusro ko bhi Aasan Nahi Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G haan bahut achi aur valid observation ha apki aksar jb hum post type krtay hain to jb final upload krnay k leay button pay click krtay hain to network slow ki vja say post hmain lagta ha upload nai hue lekin wo upload ho jati ha aur show nai hoti so ic mamlay main kafi ehtiyat krnay ki zarurat ha kyun k ic say apka account bann bhi ho skta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X