Forex trading main hamain patience kis waqat karni chiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main hamain patience kis waqat karni chiay
    Forex trading main hamain patience us waqat karni chiay jab trade ham strategy kay mutabiq open karain or bad main trading say hamain .
    Hamari lots loss main chali jain.
    Or aap ko pata hona chiay kay bonus account per agar aap trading kartay hain to or aap ki trade agar koi loss main chal ri ho to
    Wait karain profit main anay ka.
    Tab aap achay say trade main profit earn karain gay.
    Kiun kay patience say aap ki trade profit main return ho jain gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear hamain forex bonus trading accounts main trade lagaty waqat patience ka muzahira karna chiay.
    Is tara ham koi bhi trade open karain gay to hamara bonus account save rahay ga.
    Hamain chiay kay apnay insta forex bonus account ko save rakha karain.
    Or patience kay sat small volume of lot size laga kar hamain trading karni chiay. Apny insta forex bonus account per.
    • #3 Collapse

      Han bhai long time trad par bhi humein petionce sy kam lena chahiye kiyon k bad mein profit ata hy acha aur humein loss hony k waqt bhi sabar sy kam lena chahiye kiyon k loss hoga tub hi humein hamari galti malom hogi aur jub galti malom hogi tub hi hum apny loss ko recovr kar sagty hain aur humesha nakami k bad kamiyabi hi hoti hy
      :1f63b:​BE HAPPY
      • #4 Collapse

        Agar trade open hoty hi loss main chali jaey tou market ky reverse move ka zyada bhi wait nehi kerna chahiay ky agar ham patience ky sath wait kerty rehty hain aur loss main bhi trade close nehi kerty aur sl bhi use nehi kerty tou kuch time loss main continue chalny per account wash bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Sabar karny sy hmesha hmain faida hoga aur sabar karna he wo wahid best strategy hai forex main jo aap k ly apply karna bht mushkil hoti hay. Aur forex to aise market hai k aaj aap kay bilkul khilaaf jaay ge to us k agly din aap kay hak main aa jaay ge. To ap stop loss aur tp ko hit hony tak wait karin aur pehly kabhi bhe trade close na karin. Es sy aap ka confidence bhe barh jay ga.
          • #6 Collapse

            Gee haan bhai aap ki baat bilkul theek hai forex trader kay lye patience hona bahut zaroori yeh business hi aisa hai jis mein bahut zayada patience ki zaroorat hoti hai apnay aap ko mentally fresh rakhain aur trade per tawajah dain
            • #7 Collapse

              Waqi sir jab hamari koi lot loss mein chali jaye aur hamara pechy balance bhi ho to humein apni trad ka wapas any ka intazar karna chahiye aur sbar dekhana chahiye kiyon k trad wapas zaror ati hy
              • #8 Collapse

                Gee bhai aap ne bahut achi tips de hain forex trading mein kamyabi kay lye patience hona bahut zaroori hai aur aap ko iss kay lye bahut zayada mehnat ki zaroorat hai jis se aap ka experience bhi gain ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main sabar kay sath kam karna seekh gye to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main money management karen kyun keh money managemnt kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi eanring kar sakty hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X