Indicators ka use zaroori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka use zaroori hay?
    Forex trading main agar hum chahty hay keh market kay bary main knowledge gain kar saky to humay different kisam kay indicators ko use karty huway aur wo bhi differnet setting par rakh kar to he hum market main trade karnay kay moqay daikh sakty hay warna humay market main trade pick karna bohat mushkil hota hay aur trading kamyab karnay main indicators apna aham role ada karty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi indicators bilkul aapke analysis aur market main enter hony k ly aap ke madad karty hain. Aur aap ko jitna zayda ho saky indicators sy help leni chahey. Main ye nahe kehta k aankhin band kar indicators par aitebaar karin. Lekin apnay tajziey ma lazman indicator ka signal add karin es sy aap kay analysis aur bhe achy hon gy. Aur phir next time ap ko pata bhe ho gaa k kis indicator par aap trust kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      yes brother you are right market ko behtar tariky se or asani se analyse karny k lye ham indicators use karty hain jo ham ko trend k mutabik chalny me madad dety hain or es k sath agr ham indicators zyada laga lety hain to ham ko analyse karny me boht parshani ka samna karna par sakta hai es lye indicator bhi dehan se lagany chahye
      • #4 Collapse

        Indicators kay use say he hum market kay bary main jan paty hay keh market main movement kis trha ki hay aur hum esmain kaisay profit bna sakty hay aur humay chahiye keh market main different kisam kay indicators say result lay kar he market main treade kay liey enter hon tab he hum market main safe earning kar sakty hay emain khoob mehnat karni chahiye
        • #5 Collapse

          Bhai forex trading mein different type k kafi saary indicators hain jin mein kuch k results bahot achy hain lekin meri zati raye yehi hy k indicators ka istemaal na kiya jaye keun k merey hisaab sy koi bhi indicator market ki future prediction nhi krta aur inky use sy trader ka experience aur uska confidence dono kam hoty hain
          • #6 Collapse

            brother agerapko apni trah sy analysis kerna ata hy apko chye k ap apna analysis istimal kren aor jis sy apka knowledge bhi bry ga .aor phr apko kisi indictor ki zrrortbhi nh pry gi.isliye hmen chye k ham indicator k oper depend na kren.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum indicators ko use karen gay to he humay market kay bary main pata chalta hay so humay chahiye keh sab indicators ki help lain agar hum enki help say kam karen gay to he hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main khoob mehnat karni chahiye tab he safe reh sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X