Trend kya hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend kya hota hay
    market ki price ki aik simat main movement ko trend kaha jata hay aur humay agar profit earn karna hay to us trend main reh kar he trade karni chahiye kyun keh market hamesha trend ko follow karty huway he movement karti hay trend ko maloom karnay kay liey differnet kisam kay indicators ko use kea jata hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G my dear aysa hi forex market ma muktlif qism k trends hoty hn up trend down trend or tsra zigzag ma market ka aik hi jga move krna jb market aik jga muslsl move kr rhi ho tu hmain us time trade ni krna chaiy ku k market ka us time koi pta ni hota k market up trend ma jay gi ya down trend ma hmain chaiy k hm log us time trade karin jb market aik khas trend ko follow kr ly is sy hmain profit hasil krny ma aasani ho gi
    • #3 Collapse

      Dear sir g markit jab ek simt mein move karti hy to wo traha traha k candell banati hy wo sport bhi deti hy to trend par hi trad karni chahiye trend ki 3 iqsam hain up trend down trend aur side ways trends to in ko smajhna zaruri hy aur in ko samjhy bagair tred karna na mumkin hy to sub sy pehly trnd ko smjha jaye aur bad mein trad ki jaye
      :1f63b:​BE HAPPY
      • #4 Collapse

        g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai forex me trend ko mad e nazar rakhna boht zarori hota hai agr ham trend k mukhalaf simat me trading kary gy to ham kabi bhi achy ki umeed na rakhain loss ho jayga lakin agr ham trend ko dekhty howy trend me he chaly or us me trading karain to ham ko profit hony k boht zyada chance hoty hain
        • #5 Collapse

          Ap ki thread sy mein agreed hon aur trend waqi jesy ap ny bataya k markit ki ik side movement trend kehlati hy aur trend par hi trad karni chahiye naky trend k mukhalif trad karni chahiye
          • #6 Collapse

            trend matlaba aik taraf movement hoti hay jo keh market karti hay market main hamesha movement trend ko follow karty huway he hoti hay agar hum trend main reh kar trade karen gay to hum bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es main he rahy ta keh esmain loss kay risk ko kam say kam kar saky safe trading trend main rehty huway hoti hay
            • #7 Collapse

              trend asal main hum keh sakty hay bahao agar hum goor karey to forex market aik trend ko follow karty huway move karti hay agar hum es trend ko follow karen gay to humari trading tab he achi aur safe rehti hay so agar hum esmain acha earn karna cahhty hay to dil lga kar time daina chahiye aur trend main reh kar trade karni chahiye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bhi aap ka sawal kafi acha hai kay trend kya hota hai es laiy main aap ko example daita hu kay aj puray world main dollar main kam hota hai jo kay market ka trend hai aur 2 Forex trading main currency exchange hota hai her currency ke aik apni value hoti hai kisi currency ka lavel up hota hai aur kisi ka down wo aap ko Market analysis say pta chalta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X