Support and resistance ka janna kyun zaroori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and resistance ka janna kyun zaroori hay?
    agar humay us pair kay support aur resistance kay bary main pata ho ga to he hum achi trade lay sakty hay kyun keh market hamesha support aur resistance kay darmyan move karti hay aur humari trading support aur resistance kay darmyan he hoti hay aur ye trading karnay ki bohat achi strategy hoti hay aur regular profit bnaya ja sakta hay es say
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    support and resistance bohat zaroori hoty hay enkay bary main janna kyun keh agar hum enkay bary main jan jaye gay to humari trade bohat asan ho jati hay aur hum market main bohat safe trade bhi place kar sakty hay so humay chahiye keh esmain mehnat bhi karen aur theak say analysis bhi karen tab he kamyab trade mumkin hoti hay
    • #3 Collapse

      Dear support & resistance ka jaan'na is liey zroori hy k jab ham koi trade lagaty hain to hamein is baat ka pata hona chahiey k jo trade ham ny lagayi hy kiya ye us level py lagani chahiey ya nhi kahien ham levels k opposite to koi trade nhi laga rahay jiska hamein baad mein kafi nuqsaan ho sakta hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        agar hum amrket kay support aur resistance ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur humay chahiye keh es business main money managemnet karty huway trading karen kyun keh money management kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay

        اب آن لائن

        Working...
        X