No loss only profit trad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    No loss only profit trad
    Dear Pakistan forex forum members ap ye janty hain k forex trading mein 2 ahm rokun hain means stop loss aur take profit in k use sy hum no loss only profit trad hum kar sakty hain to aiye batata hon k kaisy karin
    To sub sy pely jub ap lot open karty ho us mein broker ka comition hota hy jo hamara loss hota ht to esa to hota ni k jo trad bhi hum lagain wo profit mein jaye bhi na to kam sy ka 10 20 cent wo profit mein paka ati hy to usi suran ap apna stoploss wahan laga do jahan sey ap ny trad sharo ku to ap k loss k chansess ho gaye khatam kiyon k agar markit nechy jaye to ap ki brabri par cut ho jaye gi aur agar take profit lagaty ho to dubbel faida profit mein cuty gi markit
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Ap stop-loss aur take profit k bary information share kr rhy hain take profit k bary to theak a lekan stop loss ap Bilkul qreeb lgwa rhy hain ye theak a k Ap ko loss km o ga lekan thora Sa to Ap ko risk lena pary ga ni to Thori c b movement oppistive hui to Ap ke trade close o jay ge
    • #3 Collapse

      Forex trading Naino loss just profit ki trading Karenge toh aap ko kabhi bhi profit nahi hoga Kyunki Agar aapko last nahi hota toh aap kabhi bhi traffic signal kar sakte ISI liye last last me hota hai jo aapko profit deta hai ISI liye acchi trading karna chahiye
      • #4 Collapse

        Bhai jan ap ki ye trick kabil a tareef hy mein manta hon k is mein loss ni hoga lekin is sorat mein profit k chances bhi bohut kam hain kiyon k agar normaly movement par trad closs ho gai to kuch faida ni hoga na han ye bhi hy k loss bhi ni hoga to wesy sahi hy ye trick is mein profit k chances bohut ziyada hain loss to hoga bhi ni han thora profit ho sagta hy
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main regular base par earning karna chahty hay to zaroori hay keh trading ko achi trha seekha jaye kyun keh agar hum esko seekh kar kam karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay es business main profit earn karnay kay liey mehnat ki zaroorat hoti hay tab he achi earning hoti hay esmain
          • #6 Collapse

            Aap ne jo trick share kia hai uss main ye baat hai k ager market opposit jati hai aur trade close hoti hai to brtoker commission jo k start main loss ki surat main hota hai wo to phir bhi jaye ga iss liye mery khayal main hum ko market main risk laina chahiye werna hum trade nahi ker sakty.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshan sahab پيغام ديکھيے
              Dear Pakistan forex forum members ap ye janty hain k forex trading mein 2 ahm rokun hain means stop loss aur take profit in k use sy hum no loss only profit trad hum kar sakty hain to aiye batata hon k kaisy karin
              To sub sy pely jub ap lot open karty ho us mein broker ka comition hota hy jo hamara loss hota ht to esa to hota ni k jo trad bhi hum lagain wo profit mein jaye bhi na to kam sy ka 10 20 cent wo profit mein paka ati hy to usi suran ap apna stoploss wahan laga do jahan sey ap ny trad sharo ku to ap k loss k chansess ho gaye khatam kiyon k agar markit nechy jaye to ap ki brabri par cut ho jaye gi aur agar take profit lagaty ho to dubbel faida profit mein cuty gi markit
              Forex trading main trade karne ke liye Agar status Jaate Hain Koun Koun lost Na Ho Aur 0 profit hi ho toh traders ko chahiye ke small lot size lagakar trading Kare Toh unko kabhi bhi last nahi hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bhai jan asa kbi b ni hota k ap ko srf aur srf profit he ho ya aik business hy ais main sub chalta hy q k trading depend kr Hoti hy market main to ais waja sy ap jitna b achi planning kr lain Kuch chizain insan k bas main Hoti ais waja sy profit and loss it's a part of life and business

                اب آن لائن

                Working...
                X