Forex trading ko professionaly lein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko professionaly lein
    Dear mein manta hon k forex bohut mushkil hy lekin namumkin nu hy humein forex trading ko professionaly lena chahiye aur is mein nahi profit k bary mein socha jay nahi loss k bary mein mein to kehta hon k forex apna profession bana lein tub ja ky kuch mily ga to forex ko series lein aur professionaly lein taky ap ka dar dor ho
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee brother jab aap forex ko as aprofessional trader lain gay tou aap iss mein apna interest show karain gay aur aap trading mein aik naya maza mehssos karain aur aap ka dil karay ga kay aap her waqt trading hi kartay rahain
    • #3 Collapse

      Gee haan brother jab forex ko join kar hi lya hai tou phir iss mein itni mehnat karain kay aap aik professional trader lagain aur aap iss mein jitni mehnat karain gay aapmko utna maza aye ga aur profit milay ga
      • #4 Collapse

        Ji haan hum a Forex trading co professionally Lena chahiye Kyunki Yeh Hamara Ek profession hota hai aur Agar Hum is a profession Bana Lete Hain Tujhe Humne bahut jyada fayda bhi deta hai wo ek business Ki Tarah hota hai jo Hame musalsal
        • #5 Collapse

          Yes brother ap ny bilkol teak kha ha forex ko hmain koi time pas ni smjna chaiy kuch log jb new aty hn tu wo ye hi smjty hn isliay jb loss hota ha tu wo market chor jaty hn isliay forex k bary ma ply knowledge hasil karain phr experience hasil kr k aik profession k tor py work krna chaiy jb hm forex ko time dain gy tu forex bi us k badly ma hmain bout kuch day gi
          • #6 Collapse

            Bilkul ap ny bohut achi bat share ki hy aur humein waqi forex trading ko apna pesha bana lena chahiye warna esy hi loss hoty rahein gy aur peshy mein ye ni dekha jata k loss ho raha hy ya profit to forex karo job smajh kar ni profesion smajh kar
            • #7 Collapse

              g bhai bilkul ap ne thek kaha hai agr ham forex ko serf profit k lye use karain gy to ham me lalachi pan aa jay ga jo k thek nhi or agr ham loss k bary me zyada sochy gy to ham es work me kam nhi kar sakty es leye ham ko forex ko apna professional banana chahye ta k ham life time es se faida utha sakain
              • #8 Collapse

                agar hum forex market kay bary main properly learn karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay esmain jald bazi bhi nahi karni chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  My dear brother aap teak kha rhy hain Forex trading aik online Business hai es main professional hona zaori hai aur es kay laiy aap ko demo account say practical ke zarorat hoti hai aur jab ap demo say practical teak say kr laity ho too aap aik achy professional trader ban jaty ho es laiy aap ko Forex trading kay bary main knowledge hona chahaiay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X