Ap ki personal skills ap ko forex main ziada kamyab krwati hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ki personal skills ap ko forex main ziada kamyab krwati hain
    Forex trading k business main iska mokamml knowledge aur experience hasil krna bahut lazmi hy is business main kamyab hony k liy per is k elawa agr ap main personal skills hain jiasa k emotional na hona ,lalach ni krna aur loss hony p sabar krna yeh cheezain ap ko ap k is forex trading k business main important role ada krti hain to forex trading k knowledge k sath sath ap in cheezo p bi zor do ta k ap aik mokamml aur kamyab trader ban sako
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai bilkul aisy hi hy keun k ye fitriti hoty hain aur yehi skills kisi bhi trader ki success mein bahot zyiada role play krty hain is liey new traders ko chahiey k inhein improve krny py focus krein ta k future mein trading k dauraan apko aasani rahay
    • #3 Collapse

      Dear friends app sub ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan app sub ny ager forex main successful trader binany chahty hain to khud pe hberosa kery ksi ko eyes closed ker k fallow na kery bhai jaan zaroori hy k khud ki skills improve kery wohe app k kaam atti hain
      • #4 Collapse

        Aslam o alikuom my dear brother aap nay teak kaha hai kay her time luck aur market kay tend ko badname na kya jaiy balkay aik trader ke koi khud ke bhi achi qualities honi chahaiy jis say faida hasil kray Forex koun kay aik longer Business hai es main aap ke skills knowledge aur aap kay experience ke kafi importance hai
        • #5 Collapse

          Agar Apke Pas apni skills hai to aap trading achi tarah kar sakte hain lekin agar aap kisi doosre ki skills copy karte hain Toh aise aap ko nuksaan bhi ho sakta hai ISI liye aap ko achi Tarah skills use karna chahiye tha ki aap Jyada Se Jyada nuksaan se baat sake
          • #6 Collapse

            Dear frend ye to insani nezam hai k agar osy kuch thora b hasil ho jata hai to wo bhot khuh ho jata hai or zayda sy zayada hasil karny ki lalach os k andar bhar jati hai ye os sy kuch thora b loss ho jaye to wo mayos ho jata hai es liye strong wohe hai jo in sari bato sy hat kar apne mind sy kam ly kar apne work ko jari rakhy or kisi chez ko b apne oper hawi na hone sy.
            • #7 Collapse

              G bilkul personal skill hm ko forex trading k business main ziada faida deti hain aur emotional aur lalach jaisi bimari agr ap k andar na ho to ap phr forex trading ko kamyab bana sakty h,ap forex trading ka knowledge aur experience agr seekh bi lo to ap ki jo personal skills hain un k bina ap forex trading k business main aagy ni ja sakty
              • #8 Collapse

                G dear her insan k andar skills hoti hain jo bakio sy usy differ karti hain aur ye k kuch logo mein ye skill hoti hy k wo her chez jaldi sy aur achy sy pick kar lety hain aur ye chez unko bohat faida bhee deti hy kyo k jo log points ko ya khas chezo ko achy sy samjh lety hain wo kamyab rehty hain
                • #9 Collapse

                  Kuch chizain insan main as a born hoti hy jo logon ko aik dosary sy differ krty hain. Aur osi sy insan zero sy hero bana dyta hy aur same as in trading
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
                    Forex trading k business main iska mokamml knowledge aur experience hasil krna bahut lazmi hy is business main kamyab hony k liy per is k elawa agr ap main personal skills hain jiasa k emotional na hona ,lalach ni krna aur loss hony p sabar krna yeh cheezain ap ko ap k is forex trading k business main important role ada krti hain to forex trading k knowledge k sath sath ap in cheezo p bi zor do ta k ap aik mokamml aur kamyab trader ban sako
                    Mere Khayal mein main aap ki baat se Aagra Karta Hoon Lekin skills ke saath saath trailers ki hardworking bahut jyada natak karti hai agar trailers hardworking nahi karegi toh sirf skills se bhi ho Chi traders nahi ban Sakte
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Asalam u alikum
                      ji bhai aap saahi baat kaahi hai personal skills k saath saath
                      market analysis bohat zarori hai aur demo per kaam usy bhi zayada
                      ager aap trading business main kamyab hona chaty hai tu news currencies
                      exchanges rate ki news ko achy se read kerain
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
                        Forex trading k business main iska mokamml knowledge aur experience hasil krna bahut lazmi hy is business main kamyab hony k liy per is k elawa agr ap main personal skills hain jiasa k emotional na hona ,lalach ni krna aur loss hony p sabar krna yeh cheezain ap ko ap k is forex trading k business main important role ada krti hain to forex trading k knowledge k sath sath ap in cheezo p bi zor do ta k ap aik mokamml aur kamyab trader ban sako
                        Trading Ho Ya Koi Pyar business Ho uske liye traders aur kaam karne wale ki personal skills cosmetic aati hai aur Sitam Forex trading maybe traders a personal skills was other metal cutting a successful hone mein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main skill ko enhance kar kay kam karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur hum market main regular base par earning kar sakty hay esmain agar hum demo account par trading karen gay to humari trading skill achi hoti hay aur hum market main safe earning kar sakty hay esmain sahi say time daina chahiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X