Robots ka istamal ??? kese??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robots ka istamal ??? kese??
    Assalam o Alaikum .

    mera aap sub se ye sawal hai k robots ko kese use karein. kiya is kay lia trading account ko har time active rehna chaiye i mean hmara pc har time on rehna chaiye or dosri ye cheez kay insta trader main jo robots hai mcad bollinger and others un sab main robots ki setting main boht si cheezen aisi jo samaj se bahir hain . boht hi ziada options hain hamain samaj nai ata k kia karein.. aap hi batain kay kia karna chaiye.??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me agar aapko robot set karna hai to sabse phele aap ronot ko demo kam se kam 2 month tak chek karo uske baad aap aap live account me set karo aur ek baat khayal rakhiye robot ko kam account balance me set nahi karo warna loss ke chance honge.
    • #3 Collapse

      roboot ko use krny k liy ap ko pc ko on rkhna pry ga q k roboot ap k pc mei instal hota hy ess liy jis pc per roboot instal hy us ka on rehna zrori hy aur 2nd baat yeh hy k roboot sai nai hot ahy ess sy kafi logoon k accaount wash ho shuky hein q k yeh fix instructions per kaam krta hy aur news k time mein roboot fail ho jata hy ess liy manual sai hy.
      • #4 Collapse

        han ji aisa hi hota hai jab ap koi robot use karte hain tu ap ko computer ya laptop on rakhna hota hai kyoun ke robot automatic odder place karta hai os time ke ki market ke trend ke hissab se aur khud hi take profit lagta hai aur kuch robot main stop loss bhi hota hai
        • #5 Collapse

          robot koi bht zyada aj kal use horaha eska result thek nahe ye loss deta hay asa he suna hay janab forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
          • #6 Collapse

            robot ko use kro gy to ap ko wo loss de ga es ke elawa ap robot ko use kr ka kabe be profit ke bary me na sochy ky profit ho ga es le robot se ham ko loss ho skta he mgr profit nahe ho skta he es le try krna lazmi he ky profit ho mgr manual trading se he faida ho skta he nuksan se bacha ja skta he
            • #7 Collapse

              robotes ka istmal aap us waqat istmal krainn jb aap manualy trade expert hu chuky hun robotes bhe insan na he bnaye hain ur un ka kaam ka treqa bhe insane ke trf sa code kia gya ha tu lazme nehe ka insan na jo bnye ha wo thk ha us ka liye kafe bare investment ki zrort hute haaa
              • #8 Collapse

                First used for spot welding and die casting, industrial robots can now be used in a wide variety of industrial applications. Often used in arc welding, spot welding.roboot ko use krny k liy ap ko pc ko on rkhna pry ga q k roboot ap k pc mei instal hota hy ess liy jis pc per roboot instal hy us ka on rehna zrori hy.
                • #9 Collapse

                  han g esa hi hota hay hy rebot k istmal k liy ap ko apna pc on rakhna parta hay dear main forex main new kam karny laga hn is liy is k bary main or nai janta main mhnat kar raha hn is pa ahsta pata chal jay ga
                  • #10 Collapse

                    yar sach pucho to mujhy nai lagta k hamain roboot use karna chaye is se hamain har time apna system on rakhna ho ga and is ke setting karni hoti hai,,,is se koi pata nai chalta k hamain kitna profit and kitna loss ho jaye waise zayada tar is se profit he hota hai,,lakin yeh ek auto work hy is ka koi pata nai hota,,is liye better yahi hy k ap is ko manual way se karo jo k right hai...
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum main forex par new hon or main nay is he month say forex join kia hai or main nay bohat saray online job ki hain mgr sab say ache forex he yar meray khayal say aik professional bannay k leya ap ko chaheya k ap reboot use nahe karain
                       
                      • #12 Collapse

                        Aslam o alikum main forex main new hon or main nay abi is he month say forex par job start ki hai or main nay is k elawa bohat sari online jobs ki hai mgr sab say ache mujhay forex he lagi gai. yar humain robots ka istamal nahe karna chaheya q k is say ap ko bohat he kam seekhnay ko milayga
                         
                        • #13 Collapse

                          robo pehly to apko chahye use na karen profit buht kam hota hay lakin agr apko mil gia hay profit wala ya lab le lya hay to usy ap expert mai past karen or mt4 chart pe auto trading on karen
                          • #14 Collapse

                            Robot ka istemal trading me kia jata hy ham robot say trading kartay hyn its mean hum robot set kar daitay hyn robot hi voleum select kartay hyn robot hi tp set kartay hyn sub kam robot hi kartay hyn us ham robot trading kehtay hyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mene kabi kisi robot ka use to nahi kiya hai par mujhe lagata hai ki huemrobot ka use sirf demo account me hikarana chajye taki agar loss bhi ho aur hamara roobot sahi nahi hai to bhi aapko oipareshanika samana na karana padeg aapko bahu h jyada practic ekdemoaccount me hikaranahai taki aapko loss na ho aur robot na us ekare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X