Kam se kam do confirmation k baad hi trade open kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam se kam do confirmation k baad hi trade open kren
    Friends aap jab bhi chart ko analyse krte hain aur market men aapko koi entry point milta hai to foran hi uss pe koi trade open na kren balke aap pehle analyse kren aur then koi trade put kren aapko chahiye k jab tak aapko uss entry point ki kam se kam do confirmation ni ho jati hain uss waqt tak ham trade open na kren after confirmation hamen trade open krna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jab hamen confirm hota Hy ke market ab is side pe to work Hy new AP ko agar news ka knowledge Hy ke is new see market ka Kia behavior hoga to tab hi AP confirmation hasil Kar sakty other wise mushkil Hy AP ko amrket ka k hi confirm nai pata Chala sakta ke ab kiss side pe movement hoge AP anylisis Karen aor bus andaze ki bunyad pe islie apne knowledge ko ziada see ziada increase kren tahke apko achi earning hasil ho
    • #3 Collapse

      Apki bt se m agree krta hun koi bhi trade lgany se se pehly​ hmen usky complete analysis krny cheyen.keun k jb ham analysis krty hen to hmary samny markit ki next movement show hojati ha jo k hmary liye guide line ka kam krti ha.aisy m hmen minimum 2 points of conformation Mily chaheyn tb ja k hmen trading krni chahye.
      • #4 Collapse

        wait kerna chaiye humay koi bhi trade lenay se pehle usko tasali se dekh lena bohat zaroori hota ha hum jab bhi trade kartay hain humey chaiye pehle achi tarah analysis ker len aur jab analysis krtay hwuay humey koi bets position nazar ati ha aik tou ap dekh len k support and resistance k mutaabik kitni confirmation ha aur kya koi candles ki b strong prediction mil rahi ha to tab trade karen
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          G han hum jab bhee trade open karen es bat ki pori tasalee ho k hum sahe point py trade kar rahey hain aur hamen es sy koi faida ho ya nahi magar kam sy kam confirmation zarur karen aur kisi expert dost sy rai len aur kudh sy analysis ki koshish karen tou kafi faida ho ga
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
            Friends aap jab bhi chart ko analyse krte hain aur market men aapko koi entry point milta hai to foran hi uss pe koi trade open na kren balke aap pehle analyse kren aur then koi trade put kren aapko chahiye k jab tak aapko uss entry point ki kam se kam do confirmation ni ho jati hain uss waqt tak ham trade open na kren after confirmation hamen trade open krna hai
            G bhai aapne bilkul theek aa Hamza train kar rahe ho aur koi train lagaane ka Irada ho to Hame usse Pehle proper analyses karne chahiye aur boss 18 Jabbar Sher offer or exit knowledge Lekar filtrate Lagani chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              g hanbhia pai bat shai hai forex trading main jub hum trading karny k liye market ko dekh kar trading karty hain tu hmain market ko achi trah chek karna chhyae or jub tak ap apni trade k liye khud confident nahi hoty hain tab tak koi trade open na karen jub ap achi trah nalyse karty hain tab os main apni trade ko lgaen ta k apko loss na ho saky
              • #8 Collapse

                Aj kal lazam ha k forex trading ko signal ki bagair kai jaye .kuch trader signals lany ko bht belive krty hain or koi bhi trade lgany se se pehly​ hmen usky complete analysis krny cheyen.keun k jb ham analysis krty hen to hmary samny markit ki next movement show hojati ha jo k hmary liye guide line ka kam krti ha.aisy m hmen minimum 2 points of conformation Mily chaheyn tb ja k hmen trading krni chahye.trader ko chaye k signals ko bhi chk kr k lagaya jaye
                • #9 Collapse

                  Hn sahi kaha k jaham se se signks lain trade open karen es bat ki pori tasalee ho k hum sahe point py trade kar rahey hain aur hamen es sy koi faida ho ya nahi magar kam sy kam confirmation zarur karen aur kisi expert dost sy rai len aur kudh sy analysis ki koshish karen tou kafi faida ho ga.kam az kam ko signal ki final call ani lazmi ha.nahi to ap ki trade zaya jaye gi trader ko chaye k achy signal pe hi trade lagy
                  • #10 Collapse

                    Well janab aap ne well thread ki keh trade se pahley hamen chaheay keh apni analzation par kam azz kam 2 mukhtalif zaraey se confirm kar lrn balkeh merey kheyal se aap kam azz kam teen tarrah se apni analyse ko confirm karren
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Market k trend ki confirmation koi itna aasan kaam nahi hai mager phir bhi hum kuch news pay depend kerty hain aur kuch apny analysis hoty hain jis se hum market k trend k andaza laga k trade open kerty hain mager aap ki baat theek hai k hum ko koi bhi trade open kerny main jaldi nahi kerni chahiye aur hamaisha soch samajh k trade kerna cahhiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X